Showing posts with label game. Show all posts
Showing posts with label game. Show all posts
Saturday, May 20, 2017
Bat2win Cricket Game Se Online Paise Kaise Kamaye
Bat2win Cricket Game Se Online Paise Kaise Kamaye
Bat2win Cricket Game Se Online Paise Kaise Kamaye
Dosto online paise kamana bahut aasan ho gaya bahut log aaj net se paise kama rahe hai aur agar baat ki jaye android se paise kamane ki to mai aapko batadu ki aaj pure world me android mobile se talktime kama rahe hai log to hum aage chalte hai mai aapko aaj Yaha par cricket game khel kar paise kmane ke bare me batane wala hu agar aap cricket game ke diwane hai to mai aapko aaj ek aisa trick batane wala hu jaiski madad se aap cricket game khel kar paise kama sakte hai
mai aapko cricket game ke bare me batane wala hu jisko khel kar aap online talktime to earn karenge hi sath me aap rupay bhi kama sakte hai aur sabse atchi baat ye hai ki aapko ye game bhi bahut pasand aayega agar aap talktime earn karna Chahte hai to aap mere step ko follow kare

Bat2win Cricket Game Of Description
Aapko sirf apne cricket game par dhyan dena hoga game khelte samay aapke samne fast bowl spin bowl bounce bowl bhi aasakta hai aap atche se khele aur jab jo bhi leatherboard me top 3 me aayega usko hi sirf paise milega
1: first = 300
2: second= 200
3: third prize= 100
Bat2win Cricket Game Se Online Rupaye Kaise Kamaye Step to Step ?
Step 1: sabse pehle aapko Bat2win Cricket Game ko download karna hoga aap Yaha se bhi download kar sakte hai playstore
Playstore se download ke liye Yaha click kare Direct download karne ke liye Yaha click kare
ab game download karne ke bad aap game ko open karke game khelna start karde aur chinta karne ki koi jarurat nahi ye game bilkul aasan hai aap jab game khelte hue out ho jaye tab aap leaderboard ke option par click karke aap apne imel id se sigh in karle uske bad aap is game ko hamesa aur unlimited khel sakte hai isme out hone ka koi limit nahi hai 6. 2 pm tak jiska bhi score sabse adhik hoga usko hi prize milega
Important Notice:
Aap jub lederboard par click karenge tab aapke mobile me data connection on hona chahiye waise aap chahe to is game ko offline khel sakte hai magar apne score ko leaderboard se jodne ke liye net connect hona chahiye
sabse jyada score winner ko dophar 2 pm ko naam diya jayega agar aapka score sabse jyada hoga aur aap winner honge to aapko ek email milega aap apna imel check kar sakte hai prize aapko 1 week me milega
Dosto agar aapko ye trick atcha laga to aap mere site ko jarur subscribe kare aur site ke facebook page like jarur kare aur comment karke jarur bataye ki aapko ye post kaisa laga
Available link for download
Saturday, May 13, 2017
Emmy Awards 2016 Full List Game of Thrones Makes Record
Emmy Awards 2016 Full List Game of Thrones Makes Record
Emmy Awards 2016 Full List Game of Thrones Makes Record
Read more »
Available link for download
Saturday, April 8, 2017
Paid Android App Ya Game Ko Free Me Download Kaise Kare
Paid Android App Ya Game Ko Free Me Download Kaise Kare
Paid Android App Ya Game Ko Free Me Download Kaise Kare
maine apni pichli post me ye btaya tha ki apne mobile ko root karke playstore par fake payment kaise karte hai aur aaj mai aapko ye bataunga ki playstore par kisi bhi app ya game ko free me kaise download kare yani paid android apps ko free me kaise download kare Dosto aapne dekha hoga ki jab hum kisi atche softwere ya game ko download karna chahte hai to uske badle hame payment karna padta hai lekin aaj mai aapko ye batunga ki usi apps ya game ko free me download karne ka tarika wo bhi apne mobile ko root kiye bina isme apne mobile ko root karne ki koi jarurat nahi hai
Ab mujhe aapko ye batane ki jarurat hai ki ye kaise hota hai android app ko free me download karne ke liye appko ek softwere download karna hoga Blackmart ka jo aapko google par free me mil jayega ya aap yaha se bhi download kar sakte hai isme hota ye hai ki jo app ya game playstore par paid karne par milte hai ye bhi playstore jaisa hi app hai lekin yaha par sare app ya game free me milta hai
Blackmart App Kaise Download Kare
BlackMart App Free me download kare yaha se Download Here
isme aapko sarre apps ya games free me milega
isme aap apna bhi apps bnake free me isme upload kar sakte hai
aur aapko isme se koi softwere download karne ke liye kisi ragistration ki jarurat nahi hai
aur yaha se sare app fast and free download hoga
BlackMart App Kaise Use Kare:
Sabse pehle aapko yaha se blackmart app download karke install kare
Ab aapko ise open karna hai uske bad isme aap jo bhi app ya game free me download karna chahte hai wo aap search kare
uske bad aapka softwere ya game aajayega usper aap click kare uske bad install ka option aayega aap install par click kare
uske jab aapka apps ya game download ho jaye to aap use install karke use kar sakte hai
Note: Dosto mai aap logo se ye nahi kehta hu ki aap aisa kare kyoki ye illegal store hai agar aapko wo app ya game jyada pasand hai to wo aap playstore se hi download kare
To dosto mujhe intjar rahega ki ye post aapko kaisa laga comment me apna jawab jarur de aur mere site ke facebook page ko like karna naa bhule
Read More :
Mp3 me apna photo kaise dalte hai janiye hindi me
Aap reliance instacare app download karke 500 mb data free me paa sakte hai
Android kitkat ko lollipop me kaise upgrade kare
Android mobile ka pattern lock kaise tode janiye hindi me
Dosto post atcha lage to share aur comment karna naa bhule thanks
Available link for download
Subscribe to:
Posts (Atom)