Showing posts with label trick. Show all posts
Showing posts with label trick. Show all posts
Saturday, May 20, 2017
New trick by Reasi Admn to get 100 enrollment for Aadhaar
New trick by Reasi Admn to get 100 enrollment for Aadhaar
Reasi District Administration have deployed several teams headed by Sub Divisional Magistrates and Tehsildar to enroll residents in each district panchayat.
The teams deployed will enroll residents for Aadhaar in every panchayat who are left out as well as those who have still not received or missed their copy of Aadhaar. Deputy Commissioner Reasi Sushma Chauhan while interview with media also said that there will be one mobile Aadhaar Card Enrollment Center at every panchayat for at least 3 days.
The enrollment process of Aadhaar have been launched in Mahore area and would rolled out also in other parts of district in phased manner. As well as those individuals whose Aadhaar Enrollment have been rejected can also re-enroll their self in these centers.
Also Read: How to Remove Password from Aadhaar PDF
The teams deployed will enroll residents for Aadhaar in every panchayat who are left out as well as those who have still not received or missed their copy of Aadhaar. Deputy Commissioner Reasi Sushma Chauhan while interview with media also said that there will be one mobile Aadhaar Card Enrollment Center at every panchayat for at least 3 days.
The enrollment process of Aadhaar have been launched in Mahore area and would rolled out also in other parts of district in phased manner. As well as those individuals whose Aadhaar Enrollment have been rejected can also re-enroll their self in these centers.
Also Read: How to Remove Password from Aadhaar PDF
Available link for download
Tuesday, April 25, 2017
Computer 12 Cool Funny Trick Janiye Hindi Me
Computer 12 Cool Funny Trick Janiye Hindi Me
Computer 12 Cool Funny Tricks Janie Hindi Me
Hello Dosto aaj mai aapke liye computer ki top tricks hindi me batane jaa raha hu agar aapke pass computer hai aur aap use aur bhi stylish aur funny bnana chahte hai to ye tricks aapke liye special hai is tricks ki madad se aap apne computer ko apne anusar jad ab chahe tab badal sakte hai aur timing par use kar sakte hai ye tricks mai aapko hindi me computer ke hi bare me batane wala hu is liye agar aap apne computer me top ten funny tricks ki jankari pana chahte hai to aap ye post jarur read kare try kare
Aur tricks ki jankari dene se pehle mai aapko bata du ki mai kon kon hi jankari dena chahta hu mai yaha aapko 10 cool tricks ki jankari dunga jinka list hai aap dekh le

Computer 12 Cool Funny Tricks Janie Hindi Me
1. vlc me video convert kaise kare
2. vlc se video song bahar kaise nikale
3: vlc ki madad se desktop par video wallpaper kaise set kare
4: google chrome me dinasore game kaise khele
5: youtube se direct video kaise download kare
6: computer me usb port kaise disable kare
7: computer ya laptop shutdown karne ke liye timer kaise set kare
8: computer ki speed fast kare secret trick
9: computer ya laptop me screenshot kaise lete hai
10: not responding softwere ko responding kaise bnaye
11: computer laptop hang karne se pehle hi kaise roke
12: computer ya laptop me ram jyada kare harddisk se
to dosto ye jo maine tricks ki line di hai wo mai sab aapko step by step bataunga dosto mujhe aasa nahi viswas hai ye trick use karke aap apne computer bahut hi atche se use kar payenge mujhe pata ye post aapko jarur pasand aayega phir bhi bolta hu tricks atcha lage to apne dosto ke pass jarur share kare aur mere site ke facebook like kare chaliye ab jante hai is sab tricks ko
Vlc me video convert kaise kare
Dosto mujhe lagta hai aap apne computer me vlc player se sirf video aur audio hi sunte hoge magar kya aapko pata hai isse aap apna vdeo conver bhi kar sakte hai aapko sirf ALT+O press karna hai aapko video convert ho jayega
vlc se video song bahar kaise nikale
Dosto aap apne computer ya laptop me vlc player to jarur rakhe honge magar aap iska istmal bahut hi chijo ke liye kar sakte hai jisme se kuch mai aapko bata deta hu aap koi movie dekhte honge magar ye sochte honge ki iska song ya comedy sin bahar kaise nikale to chaliye jante hai
sabse pehle aap Vlc Player me jaye phir View par click karke Advance Control par tik karde uske bad vlc me ek record ka buttom aaja yega aap jaha se video bahar nikalna chahte hai waha laker record ke buttom par click karde aur jitna video bahar nikalna hai utni der video ko dekhe uske bad record ke buttom par phir click karde aapka video library me video ke folder me chala jayega
vlc ki madad se desktop par video wallpaper kaise set kare
Dosto computer ya laptop me chalta hu wallpaper set karne ke liye aapko vlc ki jarurat padti hai sabse pehle aap apne vlc player ko open kare phir jis video ko wallpaper set karna chate hai usko play karde phir control+p press kare uske bad video option me jaker Direct x video output select karle phir save par click kare
ab uske bad aap jis video ko wallpapper ki tarah set karna chahte hai usko play kare phir video par click karke set wallpaper ke buttom par click kare aapka video wallpaper banker desktop par aaja yega aap vlc ko minimize karke maje le
Dinasour game kaise khele browser me
dosto jab aap browser me kuch search kar rahe hote hai aur usi samay link fail ya slow link ki wajah se net nahi chal pata hai tab dinasor dikhe dene lagta hai aapko computer ya laptop ke keyboard me space buttom ko press karna hai game suru ho jayega aur bar bar space buttom ka hi use kar pure game ko jitne ke liye
youtube se direct video kaise download kare
Dosto aap log computer ya laptop me youtube jarur hi dekhte hoge lekin kya aap jante hai aap us video ko direct download kar sakte hai chaliye jante hai kaise
Aap jis video ko download karna chahte hai aap usko ek bar play karke pause karde phir uper ke link me jaker www.youtube.com/watch?v/=xxxxxx aisa hi link hoga usme aapko sirf youtube ke pehle ss laga dena hai aise www.ssyoutube.com/watch?v/=xxxxxx phir enter press kare phir aap kis quality me download karna chahte hai wo select karke download par click karde aapka video download hone lagega
computer me usb port kaise disable kare
Dosto agar aap chahte hai ki aapke computer ya laptop se data chori naa ho to aap ye trick jarur use kare jisse koi bhi usb lagane par kam nahi karega aapke computer ya laptop me chaliye jante hai kaise
sabse pehle aap start buttom par click kare phir window+r press karke Run ko open kare usme aap regidit type kare phir O k par press kare uske bad ragistry editor open kare
phir aap HKEY_LOCAL_MACHINESYSTEMcurrentcon pe click kare
phir aapko start ya default ka option par click karne hai uske bad value data box me 4 type karke o k press kare
uske bad aap desktop par jaker refresh par click kare ab koi bhi use computer me lagane me nahi kam karega agar aap phir se normal karna chahte hai to value box me 3 type karke save karde ab aapke computer me sab sare usb kaam karne lagega
computer ya laptop shutdown karne ke liye timer kaise set kare
Dosto kabhi kabhi aisa hota hai ki jab hum apne computer ko open karke shutdown karna bhul jate hai jaise raat ko ya din me to phir hamara computer der kar chalu hone ki wajah se garm ho jata hai jisse hamare computer ko nuksan hota hai isi liye hame shutdown timar laga lena chahiye chaliye jante hai kaise
shutdown.exe /e /t[example 3600 60 minute] ye code command me paste karde
phir se computer ko normal karne ke liye ye code paste karke ok kare shutdown.exe /a
ab aapka timer band ho gaya hoga
computer ki speed fast kare secret trick
agar aapka computer ya laptop slow hai to aaj mai aapko computer ki speed fast karne ka secret tricks batane jaa raha hu chaliye jante hai kaise
sabse pehle aap my computer ke properties ko open kare phir advance system setting par click kare
uske bad aap 1. setting par click karke sare marks hata de uske bad aap apply par click karde aapka computer super fast ho jayega
phir se computer ya laptop ko normal karne ke liye sare marks dalke set karde
computer ya laptop me screenshot kaise lete hai
agar aap computer ya laptop me screenshot lena chahte hai to chaliye bata deta hu kaise lete hai mai yaha 2 traika bata deta hu
1. window+r press karke ye type kare snippingtool phir ok press kare uske bad aap jitna screenshot nikalna chahte hai computer se nikal sakte hai
2. computer ya laptop me screenshot lene ka tarika ek aur hai aap jaha ki screenshot nikalna chahte hai waha jaker keyboard me prtsc sysrq press kare ek bar phir paint open karke control+v press kare wo photo waha aaja yega aap save karle
Not responding softwere ko responding kaise bnaye
Dosto jab aap kisi kisi softwere ko open karte hai to wo jyada hang karne lagta hai iska ek upay hai jisse jyada hang nahi karega uske liye ye setting kare sabse pehle us softwere ko open karle phir
control+shift+esc ek sath press kare
Phir us Soft were par jaker right click karke set priority me jaker High select karle uske bad wo jyada not responding nahi karega
computer laptop hang karne se pehle hi kaise kare Stop
Dosto jab aap apne computer ya laptop me koi kaam ya game khelte hai tab aapka computer hang karne lagta hai jisse aapka koi bhi buttom kaam nahi karta hai aur hang kar jisse aapko apna computer shutdown karna padta hai
iska solution ye hai ki aap apne computer ke keyboard me ye type kare
control+Alt+delete phir aap start task manager me jaker jo softwere ya game hang kiya hai usper click karke End Task Par click karde aapka computer hang se bach jayega
computer ya laptop me ram jyada kare hard disk se
agar aap computer ki ram jyada karna chahte hai to aap kar sakte hai apne computer ki harddisk se isse aapko kafi fyada milega iske liye maine special post likha hai computer ya laptop me ram jyada karne ke liye yaha click karke padhe
Read More:
Whatsapp Latest Top 5 Tricks 2016 In Hindi
kisi bhi softwere ko activate kaise kare free me
Mobile Me Wifi Password Kaise Hack Kare
Blogger Me Mouse Cursor Kaise Change Kare
Dosto mujhe lagta hai ye post aapko jarur pasand aaya hoga aur jaha par aapko samajh nahi aaraha hai aap hame comment karke puch sakte hai thanks
Available link for download
Monday, March 20, 2017
Vodafone Free Internet Trick Latest 2016
Vodafone Free Internet Trick Latest 2016
Vodafone Free Internet Trick Latest 2016
Hello Dosto Aaj mai aapko vodafone ke free internet tricks use karne ke bare me bata raha hu mai bahut dino se other sim card me free internet chalane ke bare me bata raha tha ye kuch mere old post hai aapke kaam aasakti hai Android Mobile Me 100% Free Net Kaise Use Kare ye maine apne pichle post me bataya tha Dosto aaj mai aapko vodafone me free net chalane ke bare me batane wala hu jiski madad se aap net free me use kar sakte hai
To Dosto free net use karne se pehle aapko mai bata du ki ye aap sirf android ya pc me use kar sakte hai yaha mai computer aur mobile dono me free net use karne ke bare me bata raha hu aap mere step ko follow karke free net ka maja le sakte hai

Read Also: Computer Ka Ram Kaise Jyada Kare Bina Kisi App ke Number use kiye bina whatsapp kaise chalaye
Vodafone Free Internet Requirements:
- Aapka Vodafone Sim Card 3g Hona Chahiye
- Aur Balance Zero Hona Chahiye Usme
- Data Pack Bhi Hona Chahiye Vadlity 1 din Hi Ho
- Access point WWW
- aur sab mila ke aapka net 2 mbps speed chalega
Vodafone Free Internet Tricks For Android
Sabse pehle aap yaha se vodafone free internet ke liye configuration download kare Yaha click kare Download Karne Ke Liye isko Extract karke open kare
uske bad aapko ek aur softwere download karna hai open vpn download kare
AB Aapko download karne bad aapko install karna hai phir open kare uske bad aap us configuration file ko yaha add karle vpn folder me
Username VpnBook
Password 3tukequt
ab aap apna mobile data on kare uske bad aap free net ka maja le sakte hai wo bhi bahut aasani se to dosto aapko ye tricks jarur pasand aaya hoga aap mere facebook page jarur like kare yaha se Like kare Yaha Se
Computer Me Free Internet Kaise Use Kare
Computer me free net karna bhi bahut simple hai waisa hi hai jaisa android ka hai chaliye jante hai free net kaise use kare computer me
Sabse pehle aapko ye 2 tool download karna hai free internet use karne ke liye
Download Here:- NMD VPN Download Kare
- configuration file download kare
Ye Dono tool Download Karle
Uske bad ab aap nmd vpn ko apne computer me install karke open kare phir configuration file ko yaha paste karle (c:program files Nmd Vpn config)
Ab aap bade aasani se free net use kar sakte hai aap data connect karle phir use kare ye bahut simple tha
To dosto aap ab jaan chuke hai ki computer aur android me vodafone me free net kaise use karte hai
AB Mai aapko bata deta hu ki ye tricks abhi tak kaha kaha use ho chuka hai aur working kar raha hai
Rajasthan , Up, Gujarat, Delhi , Tamil Nadu , Haryana, Panjab etc.
Read Also This Post:
WHATSAPP LATEST TOP 5 TRICKS 2016 IN HINDI
FREE ME UNLIMITED CALL KAISE KARE PRIMO APP INSATALL KARKE
COMPUTER YA LAPTOP ME DELETED FILE KO KAISE RECOVER KARE
KISI BHI PHONE KA FULL INFORMATION KAISE PATA KARE
To dosto agar tricks pasand aaya hai to hame comment karna naa bhule aur sath mere post ko apne dosto ke pass jarur share kare thanks:
Available link for download
Subscribe to:
Posts (Atom)