Tuesday, June 27, 2017

Android Apps Kaise Banaye Janiye Hindi Me

Android Apps Kaise Banaye Janiye Hindi Me


Android Apps Kaise Banaye Janiye Hindi Me


Hello friends aaj mai aapko ek bahut atcha article batane jaa raha hu jiski madad se aap online ek website ki madad se aap apna khud ka android apps bana sakte hai mai aapko yaha aaj website blog ke liye android app kaise banate hai wo batane wala hu agar aap online android aap banana chahte hai to aap mujhe step-by-step follow kare

Apne Site Ke Liye Apps Banane Ke Fayde

sabse pehle mai aapko ye bata deta hu ki android apps aapke site ka hoto aapke visitor ise download karke kuch sikh sakte hai
aap logo ko ye malum hi hoga ki aaj kal sabse jyada android apps market me aaraha hai iska matlab ye hua ki kuch dino bad sab logo ke pass smart phone (Android phone) ho jayega isliye agar aapka apna site ya blog hai to aapko iski jarurat pad sakti hai

Android Apps Se Paise Kama Sakte Hai Kya

mai aapko ye bhi bata deta hu agar agar aap chahe to khud ka android apps banaker paisa bhi kama sakte hai jaise aap apne site me ads laga ke kamate hai waise hi aap apne apps me ads lagaker paise kama sakte hai aur iski jankari mai aapko aage batane wala hu

Android App Kaise Banate Hai Online

Step 1: sabse pehle aapko is site ko open karna hai www.appsgeyser.com aap apne browser me type karke search kare


Isko open karne ke bad create now par click kare

Step 2: Ab aapke samne jo page open hoga usme aapko apne apps ka category ko select karne ko puchega ki aap apna apps kis liye banana chahte hai Example: website-browser-massanger news etc.

Step 3: agar aap apna apss website ke liye banana chahte hai to aap WEBSITE par click kare

Step 4: ab jo page khule ga isme aapko apne site ka url dalna hai



uske bad aapko NEXT ki buttom par click karne hai

Step 5: Ab aapse apne apps ka naam dalne ko bolega usme aap apne apps ka name dale
             yaha par aap apne site ka tital bhi rakh sakte hai

uske bad aapko NEXT ki buttom par click karna hai

Step 6: Ab aapko ye kahega ki aap apne app ka description dale aapko yaha par apne apps ke bare me dalna hai ki aapka apps kis bare me hai

phir aapko NEXT ki buttom par click karna hai

Step 7: ab last me create app ki buttom par click karde

             Ab aapka apps ban chukka hai ab agar aap ise download ya publish karna chahte hai to sabse pehle aapko Sign Up Karna hoga chaliye jante hai kaise

Step 8: Sign Up form bharne ke bad aapko Sign Up par click karna hoga

Apne App Ko Publish Kaise Karte Hai

agar aap apne app ko apne site me lagana chahte hai to Dashboard me publish par click kare


uske bad niche ek box me html code hoga usko copy karle uske bad aapko us code ko apne site me lagane ke liye layout me jaye uske bad aapko jaha bhi apne app ko dikhana chahte waha Add a gadget par click kare uske bad aapko HTML JAVA SCRIPT  par click kare uske bad jo box open hoga usme niche us code ko paste karde aur uper tital me jo dalna chahte hai wo dalde

Agar Aap Computer Se Related Tricks Pana Chahte Hai To Yaha Click Kare

Android Mobile Se Related Tricks Ke Liye Yaha Click Kare

Internet Se Related Tricks Ke Liye Yaha Click Kare

agar aapko kahi bhi dikkat aaraha hai to aap mujhe comment karke puch sakte hai agar aapko ye mera post atcha laga to aap hamare site ko jarur like subscribe kare


Available link for download