Showing posts with label box. Show all posts
Showing posts with label box. Show all posts
Wednesday, June 7, 2017
Facebook Best Like Box Apne Site Me Kaise Add Kare
Facebook Best Like Box Apne Site Me Kaise Add Kare
Facebook Like Box Apne Site Me Kaise Add Kare

Hello dosto aaj mai aapko ye batane wala hu ki apne blog site me facebook fan page kaise add karte hai taki koi visiter hamare site par aaye aur agar hamara site usko pasand aaye to wo hamare site ko like kar sake isse ye fyada bhi hota hai ki jub koi visiter hamare site ke facebook page ko like karta hai to hamare updates ki jankari use facebook par chal jata hai is tarah se hamara site ek taraf se promate bhi hota hai aap logo ne ye to dekha hi hoga ki aaj harek site me site ke admin ne facebook fan ko lagaya hua hota hai agar aap bhi apne site me facebook fan page ko lagana chahte hai to aap mujhe step by step follow kare
Facebook Page Ka Username Kaise Pata Kare
facebook page ka user name nikalne ke liye aap hame follow kare sabse pehle aap apne facebook page ko open kare uske bad aap browser me kuch is praker dikhega
ab aap mane ki aapka username 12345 hai to likh kuch is praker ka hoga
http://facebook.com%2f12345 kuch is praker hoga
nahi to aise bhi aapka username dikh sakta hai
http://facebook.com/newefuture
http://facebook.com/12345
kuch is praker ka bhi dikh sakta hai
Facebook Fan Like Box Kaise Add Kare Step By Step
Step 1: facebook like box apne blog me lagane ke liye sabse pehle aap Yaha Click Kare
uske bad aapko kuch setting karne ki jarurat padti hai
Step 2:
1: Facebook Url- yaha par aapko apne facebook page ka url dale
2: Use Small Header- agar aap ye chahte hai ki aapka facebook like box chota dikhe to ise select karle
3: Hide Cover Photo- ise select karne par aapke facebook page me aapka facebook page ka cover photo show nahi hoga
4: Show Page Post- agar aapko apne facebook likebox me posts ko show karana chahte hai to ise select karle
5: Get Code- ab aapne puri setting kar li hi hongi ab aap Get Code par click kare uske bad jo code aayega use aap copy karle

Step 3-Code 1 Code 2 me Kya Anter Hai?
code 1 jo code hai use hum apne blogger ke template me edit html me body ke niche click karke save kar dete hai to hamara facebook page add ho jayega
code 2 jo code hai ise hum apne blogger ke layout me jaker kahi bhi laga dete hai
Step 4- Code Ko Blogger Me Kaise Add Kare?
A: sabse pehle aap apne Blogger me login ho jaye uske bad aap dashboard me jaye uske bad aapko template par click karna hai
template par click karne ke bad aaap edit html par click kare uske bad aap control-f dabaker search mare uske bad jab body dikh jaye to uske upper 1 number code paste karde uske bad save template par click karde
Note> template edit karne se pehle apne template ka backup jarur banale
B: agar aapko koi dikkat aarahi hai to mai aapke dusra tarika bata raha hu try kare
blogger.com me login hoker layout par click kare use bad aap add a gadget par
click kare
uske bad aapko html java script par click karna hai uske bad upper tital me aapko kuch bhi likh sakte hai aur niche code ko paste karne ke bad aapko niche save kardena hai aapka facebook fan page blogger me add ho chukka hai
Ye Bhi Post Bhi Padhe>
blogger se related jankari ke liye yaha click kare
computer se related jankari ke liye yaha click kare
mobile se related jankari ke liye yaha click kare
hello dosto agar ye mera post aapko pasand aaya to aap hamare post ko share kar sakte hai aur agar aapko koi dikkat aarahi hai to aap hame comment me puch sakte hai aap hamare site ko SUBSCRIBE kar sakte hai LIKE KARE like kar sakte hai
Available link for download
Friday, April 28, 2017
Blogger Me WordPress Jaisa Comment Box Kaise Lagaye
Blogger Me WordPress Jaisa Comment Box Kaise Lagaye
Blogger Me WordPress Jaisa Comment Box Kaise Lagaye
Hello Dosto Aaj mai aap logo ko ek bahut hi best tricks batane wala hu jo aapke liye bahut helpful rahega Dosto aapne dekha hoga ki wordPress Blog sites me comment ka option kuch alag type ka hota hai jaise hum waha par apna site naam comment aur email dalke publish karte hai to mai aapko bata du ki aapko aur unko kya fyada hota hai Aapka comment wordpress par karne me aapke site ka jo link hota hai usse aapko backlinks milta hai aur unhe bhi usse aapke site se waha publish hone se unka rank badhta hai to dosto aaj mai aapko bataunga ki blogger me wordpress jaise comment kaise set kare
Dosto iske liye aapko kahi par jane ki koi jarurat nahi hai aapko mai kuch settings batanuga jisko follow karke aap wordpress jaisa comment system bana sakte hai
Blogger Me Comment Box Me Url Add box kaise set kare
Step 1: sabse pehle aap www.blogger.com open kare phir apne id se login karke Dashboard me jaye
Step 2: Uske Baad Aap setting par click kare phir post and comments par click kare
Step 3: uske baad waha par aap Anyone -includes Anonyus users select karde
Ab iske baad aapka comment me url add karne ka option aaja yega to ek bahut hi simple tricks tha jo bilkul aasan tha mai ummid karta hu aapne kar liya hoga
Ab aaeye jante hai kaise aata hai comment me link add karne ka optuon
sabse pehle aap kisi bhi post ko open kare phir comment box me jaye phir Comment Us Me Namse and url select karde uske baad aapke samne ek popup window hoga jisme aap apna naam aur site link daal sakte hai phir continue par click karke apna comment dal sakte hai
Dosto isse aapko bhi backlinks milega jisse aapke blog ka ranking aur traffic badhega to dosto ye tricks aapko jarur pasand aaya hoga dosto niche aap hame comment box me jaur bataeye
Read More Post:
COMPUTER/LAPTOP KE FOLDER AUR BACKGROUND COLOUR KAISE CHANGE KARE
COMPUTER ME WINDOWS GENUINE KAISE KARE
COMPUTER ME VIRUS KAISE BNAYE AUR DELETE KARE
ANDROID SMART PHONE KI RAM KAISE BADAYE
Dosto Agar aap logo ko ye mera simple trick pasand aaya hai to aap hamara facebook jarur like kare yaha se aur niche comment jarur kare thanks
COMPUTER ME WINDOWS GENUINE KAISE KARE
COMPUTER ME VIRUS KAISE BNAYE AUR DELETE KARE
ANDROID SMART PHONE KI RAM KAISE BADAYE
Dosto Agar aap logo ko ye mera simple trick pasand aaya hai to aap hamara facebook jarur like kare yaha se aur niche comment jarur kare thanks
Available link for download
Monday, April 10, 2017
Blog Me Post Box Kaise Add Kare
Blog Me Post Box Kaise Add Kare
Blog Me Post Box Kaise Add Kare
hello dosto post me text box add karne ke liye aapko ek widget code ko html post me dalna hota hai aap kahi kahi dusre site par dekha hoga kisi code ko copy karne ke liye us code ko us site owner ek box me rakha hota hai agar aap widget box ko apne blog ya site me add karna Chahte hai to aap mere post ko dhyan se padhe aur text box ko apne blog ya website me add kare

Blog Post Me Code Box Kya Hai
dosto post me box add karna bahut aasan hai aap ye soch rahe honge
ki Yaha par mai aapko text box lagane ke bare me bata raha hu text
box lagane ke liya aapko paint ya photoshop jaisa box nahi liya jata
hai mouse box par click kiye aur post me box khinch diye nahi aisa nahi
hota agar aap kisi post me box add karna Chahte hai to aapko ek code hota
jise hum post ke html section me laga kar ex box bnate hai phir usi code me
aap apna text ya jo dalna Chahte hai wo dal sakte hai to dosto aapko bata deta
hu ki kaise add kare step by step mujhe aap follow bhi kar sakte hai
How To Add Widget Box In Blog Post Editor
1: Ye Pehle wala simple box hai jisko aap chote code isme dal sakte hai
2: ye jo box Hai use hum scroll box kehte hai jo hai ek dum simple lekin
isme aap apna widget code ya bada word is box me use kar sakte hai
Ab aap ye tino box ka code maine diya hua hai aap chahe to us code ko
copy karke apne mobile ya laptop me add kar sakte hai post likhte samay
jab kisi box ki jarurat pade to aap us code ke madhyam se box laga sake
Ab mai aapko ye bata deta hu ki hum post html me is code ko kaise add kare
maine 3 box ka code uske upper dal diye hai aap use copy kar sakte hai
Post Html Me Post Text Box Kaise Add Kare
Step 1: code ko copy karle uske bad aap jis post me box dalna Chahte hai usme
html par click kare
Step 2: Html par click karne ke bad aap jaha text box lagana Chahte hai waha aap
DIV ke samne is code ko paste karde
Step 3: uske bad aap phir Compose Par Click Karke apne post editor me
wapas aa aasakte hai
Step 4: ab aap jis widget code ko apne box me dalker publish karna Chahte
hai dalke aap post kar sakte hai
Hello dosto ab aap ye jaan chuke honge ki apne blog ya website me text box
kaise add karte hai agar aapko mera post pasand aaya hai to aap is post ko
share karke mera bhi help kar sakte hai
Ye Post Bhi Padhe:
Computer se related tricks ki jankari pane ke liye aap yaha click kare
android mobile ki tricks ki jankari pane ke liye yaha click kare
Mobile me recharge tricks ki jankari pane ke liye yaha click kare
Blogging se related tricks ki jankari pane ke liye yaha click kare
mujhe bahut khusi hogi aur mere site ko subscribe karna na bhule agar is post
me aapko kuch atcha laga to aap mere site par aana na bhule thanks
Available link for download
Thursday, March 30, 2017
Blogger Me About Author Box Kaise Add Kare
Blogger Me About Author Box Kaise Add Kare
Blogger Me About Author Box Kaise Add Kare
Hello Dosto aaj ke mere is post me mai ye batane wala hu ki hum apne blog ya website me about author ya about admin box kaise add karte hai Aap Ne bahut sare website ya blog ke niche ya kisi post me dekha hoga ki about author ya about admin ka box aata hai aaj mai wahi aapko batane wala hu aur mai bata du ki aap isme apne bare me aur apne blog ke bare me 2 se 3 line likh kar aur apna image dalte hai jisse hamare visitor ko ye pata chalta hai ki hamare blog ka admin kon hai aur is site par kaisa Jankari share kiya jata hai to dosto agar aapne apne blog ya website me about author ya about admin ka box add nahi kiya hai to aap jarur add kare

Blog Me About Author Kaise Add Karte Hai
Agar aap apne website ya blog me about author box add karna Chahte hai to ye bahut aasan hai mai aapko step by step btata hu 2 tariko se aap mujhe follow kar sakte hai
Step 1: Sabse Pehle Aapko Is Code Ko Copy Karna Hai Aur Apne Computer Me Kahi rakhna hai Notepad Hi Sahi Rahega
Step 2: Is Code Ko aap copy karle phir notepad me paste karde Ab Maine Niche Jaise bataya hai us prakar is widget Code Ko Add Kare
Ab aapko Kuch Edit Karne ki jarurat hai aap edit karke sab kuch apna connect kare aaeye jante hai Yaha par maine aap logo ko ye bataya hai ki aap kis link ko hatakar aap apna link add kare
Yaha Par Aap Apna Photo Ka LINK Add Karde
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEinBTAHMNA-1uhyphenhyphen0kCXS2dRg_9S2wbfDosMkLUOtIciCg1IQjLWzX2dLnOKALTh9ZqNH6SNcv5vwaVw8fOoh24TPsuum3oY4bkDEvEHHRN1CYw9NZV_8HF2tAxFiLhIxHnbkMsoC9EZ5oQ/s1600/AKS.jpg
Ab Ye Jo Url Link Hai Yaha Par Aap Apne Site Ka About Us Page Ka Link Add Karna Hai
http://newefuture.blogspot.in/p/newefuture.html
Aur is Link Ki Gajah Aapko Apne Google Plus Ka Link Add Karna Hai
https://plus.google.com/u/0/114775769611190999991
Note: To dosto aapka code ready ho gaya hoga ab mai ise save karne ke bare me btata hu
Step 1: Sabse Pehle aap apne Blogger Account me login hoker layout me jaye
Step 2: uske bad aapko jaha about author box show karana ho waha Add A Gadget Par Click Kare Phir Html Java Script Par Click Kare
Step 3: phir is code ko paste karke save karde aapka about author box ready ho gaya hai
* Agar Aap chahe to aap ise dusre tarike se bhi hata sakte hai aap mujhe follow kare
Step 1: Aap Apne Blogger Me Login Hoker Dashboard Me Jaye
Step 2: uske bad aap template par click kare
Step 3: phir aap Edit Html Par Click Kare
Uske Badd Aap Control+ F press Karke
Search KareStep 4: Ab Aap Is Code Ko
ke upper Paste Karde uske bad aap save template par click karke Save KarleYe Post Bhi Jarur Padhe:
Computer Ki Jankari Pane Ke Liye Yaha Click Kare
Mobile Me Android Tricks Pane Ke Liye Yaha Click Kare
Mobile Me Free Recharge Tricks Pane Ke Liye Yaha Click Kare
To Dosto Aapko ye aaj ka mera post Jarur Pasand aaya hoga to aap is post ko jarur share kare aur is site ke facebook page ko jarur like kare
Available link for download
Subscribe to:
Posts (Atom)