Showing posts with label apne. Show all posts
Showing posts with label apne. Show all posts

Wednesday, June 7, 2017

Facebook Best Like Box Apne Site Me Kaise Add Kare

Facebook Best Like Box Apne Site Me Kaise Add Kare


     Facebook Like Box Apne Site Me Kaise Add Kare


like-us-on-facebook-newefuture


Hello dosto aaj mai aapko ye batane wala hu ki apne blog site me facebook fan page kaise add karte hai taki koi visiter hamare site par aaye aur agar hamara site usko pasand aaye to wo hamare site ko like kar sake isse ye fyada bhi hota hai ki jub koi visiter hamare site ke facebook page ko like karta hai to hamare updates ki jankari use facebook par chal jata hai is tarah se hamara site ek taraf se promate bhi hota hai aap logo ne ye to dekha hi hoga ki aaj harek site me site ke admin ne facebook fan ko lagaya hua hota hai agar aap bhi apne site me facebook fan page ko lagana chahte hai to aap mujhe step by step follow kare

Facebook Page Ka Username Kaise Pata Kare

facebook page ka user name nikalne ke liye aap hame follow kare sabse pehle aap apne facebook page ko open kare uske bad aap browser me kuch is praker dikhega

ab aap mane ki aapka username 12345 hai to likh kuch is praker ka hoga

http://facebook.com%2f12345      kuch is praker hoga

nahi to aise bhi aapka username dikh sakta hai

http://facebook.com/newefuture
http://facebook.com/12345

kuch is praker ka bhi dikh sakta hai

Facebook Fan Like Box Kaise Add Kare Step By Step

Step 1: facebook like box apne blog me lagane ke liye sabse pehle aap Yaha Click Kare
             uske bad aapko kuch setting karne ki jarurat padti hai

Step 2:

1: Facebook Url- yaha par aapko apne facebook page ka url dale

2: Use Small Header- agar aap ye chahte hai ki aapka facebook like box chota dikhe to ise select karle

3: Hide Cover Photo- ise select karne par aapke facebook page me aapka facebook page ka cover photo show nahi hoga

4: Show Page Post- agar aapko apne facebook likebox me posts ko show karana chahte hai to ise select karle

5: Get Code- ab aapne puri setting kar li hi hongi ab aap Get Code par click kare uske bad jo code aayega use aap copy karle

facebook-html-page-code

Step 3-Code 1 Code 2 me Kya Anter Hai?

code 1 jo code hai use hum apne blogger ke template me edit html me body ke niche click karke save kar dete hai to hamara facebook page add ho jayega

code 2 jo code hai ise hum apne blogger ke layout me jaker kahi bhi laga dete hai

Step 4- Code Ko Blogger Me Kaise Add Kare?

A: sabse pehle aap apne Blogger me login ho jaye uske bad aap dashboard me jaye uske bad aapko template par click karna hai


template par click karne ke bad aaap edit html par click kare uske bad aap control-f dabaker search mare uske bad jab body dikh jaye to uske upper 1 number code paste karde uske bad save template par click karde

Note> template edit karne se pehle apne template ka backup jarur banale

B: agar aapko koi dikkat aarahi hai to mai aapke dusra tarika bata raha hu try kare
     blogger.com me login hoker layout par click kare use bad aap add a gadget par
     click kare


uske bad aapko html java script par click karna hai uske bad upper tital me aapko kuch bhi likh sakte hai aur niche code ko paste karne ke bad aapko niche save kardena hai aapka facebook fan page blogger me add ho chukka hai

Ye Bhi Post Bhi Padhe>

blogger se related jankari ke liye yaha click kare

computer se related jankari ke liye yaha click kare

mobile se related jankari ke liye yaha click kare

hello dosto agar ye mera post aapko pasand aaya to aap hamare post ko share kar sakte hai aur agar aapko koi dikkat aarahi hai to aap hame comment me puch sakte hai aap hamare site ko SUBSCRIBE kar sakte hai LIKE KARE like kar sakte hai


Available link for download

Read more »

Monday, June 5, 2017

Live Cricket Score Ko Apne Blog Par Kaise Dekhe

Live Cricket Score Ko Apne Blog Par Kaise Dekhe


 Live Cricket Score Ko Apne Blog Par Kaise Dekhe


Hello dosto Aaj mai aap logo ke liye cricket live score ka ek aisa widget lekar aaya hu jiski madad se aap apne blog ya site par cricket live score ko apne blog ya site par hi dekh sakte hai live cricket score ko apne blog par add karne se aapki traffic bhi badh sakti hai aur itna hi nahi traffic ke stha sath aapke site ya blog ko kitne aadmi pehchan jayege phir wapas jarur aayege aapke site par cricket live socre se aapko bahut fyada milne wala hai agar aap apne blog par clicket live score ko dekhna Chahte hai to aap mere step ko follow kare

 Live Cricket Score Ko Apne Blog Par Kaise Dekhe

Live Cricket Ko Apne Blog Ya Website Par Kaise Add Kare

Step 1: sabse pehle aapko niche jo box me code hai usko copy karle




Step 2: ab code copy karne ke bad aapko apne blog par login karna hai uske bad aap apne blog ke dashboard me jaker

Step 3: layout par click kare ab aap jaha bhi live cricket ko dikhana Chahte hai apne blog me waha par Aad A Gadget par click karke Html Java Script par click karke us box me is code ko paste karde tital me cricket live score bhi de sakte hai ya khali bhi rehnede

Ab aap jaan chuke honge ki apne blog ya website par live cricket score gadget kaise add karte hai to dosto aaj ka ye mera post sabse chota post hai aise tricks ki Jankari ke liye aap mere site ko visit jarur karte rahe mai ek dum leatest tricks update karta rehta hu

Ye Post Bhi Jarur Padhe:

Computer Ki Tricks Ki Jankari Ke Liye Yaha Click Kare

Android Mobile Ki TRICKS kI jankari ke liye yaha click kare

Mobile Recharge tricks ki jankari ke liye yaha click kare

Blogging ki tricks ki jankari ke liye yaha click kare

Computer Ya Mobile Funny tricks KI jankari ke liye yaha clic kare


to dosto ye cricket live score ki Jankari aapko kaisa laga aap hame comment karke bata sakte hai aur aap mere facebook page ko like karna naa bhule aur site subscribe jarur kare

Available link for download

Read more »

Sunday, June 4, 2017

Apne Mobile Se Dusre Mobile Internet Data Transfer Kaise Kare

Apne Mobile Se Dusre Mobile Internet Data Transfer Kaise Kare


Apne Mobile Se Dusre Mobile Internet Data Transfer Kaise Kare


Dosto aaj mobile se data share karne Ke bare me bataunga kyoki aaj kal jyadatar log apne friends ke mobile ya apne ghar ke mobile se apne mobile me data share kar rahe hai waise me agar aapko bhi data share karne aajaye to aap aasani se apne ek mobile se dusre mobile me data share kar sakte hai aaj mai yahi batane wala hu lekin sabse pehle ye bhi bata deta hu ki aap jis operator se data share karna Chahte hai wo bhi aapka operator hona chahiye jaise airtel to airtel idea to idea aircel to aircel


Ek Mobile Se Dusre Mobile Me Data Share Kaise Kar Sakte Hai

dosto mai aapko Yaha par ek code dene wala hu jiski madad se aap apne ek mobile se dusre mobile me data share kar payege

agar aapke mobile me data kam hai aur aap apne ghar ke kisi mobile se data lena Chahte hai tab aap ye tricks apna sakte hai ya kisi me aap data dalna Chahte hai tab aap ye trick apna sakte hai

waise me agar dekha jaye to aaj sabse jyada data share friends dwara kiya jaa raha mai bata deta hu kaise jaise man le ki aapke mobile me data balance jyada hai aapke kisi friend
ne chori se aapke mobile se apne mobile me data share kiya jaa raha hai to mai aapko ab bata deta hu ki apne mobile me data share kaise kare

IDEA-TO-IDEA-INTERNET-DATA-SHARE-KAISE-KARE

Idea To Idea Data Share Kaise Kare

Step 1: dosto agar aap idea me data share karna Chahte hai to aapko Idea Easy Share
par jaye

Step2: prepaid ya postpair select kare agar aap preaped sim card use karte hai to prepaid slelect karna cha aur agar aap postpaid simcard use karte hai to postpad select kare

Step 3: ab aapke samne ek naya window khulega jisme aapko apna state select karna hota hai

Step 4: dosto agar aap data share service shuru karna cahte hai to aapko ek plan select karna hi padega

Step 5: ab aap badi aasani se kisi ke mobile me data balane sms data sab share kar sakte hai data share karne ke liye aapko ye code use karna hoga *121*121#  tab aap data share kar sakte hai data share karte samay aapse sayad rs 1 ya 2 charge lag sakta hai


Airtel To Airtel Data Share Kaise Kare:

dosto agar aap apne airtel simcard me data share karna Chahte hai to aapko mere bataye gaye step ko follow kare

Step 1: sabse pehle aapko Airtel Family Share site par jana hoga uske bad aapko register karna hoga register karna ek dam free hai chaliye mai btata hu

Step 2:  Airtel Family Share  par jaye uske bad aapko apna mobile number dalna hai uske bad aapko Go Buttom par click karna hai

Step 3: ab aapke number par ek password jayega us password ko enter karke apne number ko verify karle

Step 4: ab aap apne number se kisi ke bhi number data share kar sakte hai chahe aap apne family ya friend ko share kare aap ek bar me 5 number add karke mobile se data share kar sakte hai jiske pas airtel number hai usko add kare aap sirf 3g ya 4g data hi share kar sakte hai airtel par 2g data share nahi kar sakte hai

Airtel Me 10 Mb Data Share Kaise Kare:

Aap apne mobile me Dial kare *141*712*11*Other airTel Number#

example: *141*712*11*8084455884# aise hi type kare aap 10 mb share karne ke liye

Airtel Me 25 Mb Data Share Kaise Kare:

Aap apne mobile me Dial Kare *141*712*9*Other AirTel Number#
ab aapko example samjhane ki koi jarurat nahi hai maine upper already
samjhaya hai ab aap puri information complete karke data share kar sakte hai
aapko rs 1 charge bhi kiya jaa sakta hai


Aur agar aap apne AIRCEL mobile se dusre mobile me 60 mb data share karna Chahte hai to ye step follow kare

*141*712*4*Other number dale phir #
example dekhna hai to maine upper diya hai aap dekh
sakte hai

lekin aap ye bat dhyan me rakhte hue data share kare ki aap ek din me sirf 60 mb data share kar sakte hai isse jyada nahi ye bat aap dhyan me rakhe

AIRCEL TO AIRCEL DATA SHARE KARNE KE LIYE MERE STEPS DEKHE

Dosto agar aap apne aircel simcard se internet data share karna Chahte hai to aapko apne mobile me ek number dial karna hai *121*776#  uske bad aapko apne friends ya family ke number add kar sakte hai jasper aap apna internet data share karna Chahte hai uske bad apne se introduction ko follow karke data pack share kar sakte hai

dosto ab aap ye jaan chuke honge ki hum apne ek mobile se dusre mobile me internet data share kar sakte hai maine aapko pura detail diya hai

Ye Post Bhi Jarur Padhe:

computer se related tricks ki jankari ke liye yaha click kare

android ki tricks ki jankari ke liye yaha click kare

recharge tricks ki jankari ke liye yaha click kare

to dosto mai ummid karta hu ki aapko ye post jarur pasand aya hoga to aap is post ko share karke mera bhi help kar sakte hai aap mere facebook page ko jarur like kare thanks


Available link for download

Read more »

Apne Mobile Ko Root Simple Se Root Kaise Kare

Apne Mobile Ko Root Simple Se Root Kaise Kare


Apne Mobile Ko Root Simple Root Kaise Kare

Apne mobile ko root karne se pehle jaan le ki root se hota kya hai apne mobile me root ka istmall hum kisi apps ya game ko hack karne ke liye karte hai root ka istmall bahut chijo ke liye hota hai jaise hacks, ya mobile upgrade ke liye aur bahut kuch ke liye root ki jarurat ho tabhi apne mobile ko root kare warna na kare kyoki root karne mobile par load padta hai
to chaliye dosto jante hai ki root kaise kare


Mobile-root-kaise-kare


 STEP-1 is link se I root softwere ko download kare yaha
               click kare http://www.iroot.com/ uske bad ek naya
               page khulega waha se aapko android ke liye download kare


STEP-2 download ho jane ke bad usko install kare uske bad
              root karne se pehle apne mobile net se connect karle
              ya nahi bhi kare kisi mobile me connect karke bhi hota
              kisi me nahi bhi


STEP-3 uske bad root par click kare aapka mobile 100% jub ho
              tab aapka mobile root ho chukka hoga agar ko dikkat
              hoti ho root karne me to hame comment kare


                       to friends ye trick aapko kaisa laga comment me jarur bataye


Available link for download

Read more »

Friday, June 2, 2017

Apne Blog Par Songs Softwere File Kaise Upload Kare

Apne Blog Par Songs Softwere File Kaise Upload Kare


Blogger  Par Songs Softwere File Kaise Upload Kare


Dosto agar aap apne blog ko songs download karne wali website bnana Chahte hai to mai aaj aapko isi bare me batane wala hu mai bahut dino se blogging kar raha tha but iski Jankari nahi tha ki hum apne blog ya website par bhi softwere,games,video,mp3,document,file,koi bhi data aap upload kar sakte hai mere khyal se aap ye soch rahe honge ki blogger ko hum songs download karne wali website me convert nahi kar sakte hai to aap galat soch rahe dosto aap logo ko ye to maum hi hoga ki blogger google ki hi free platform hai aur aapne google drive ka naam to suna hi hoga online hame space dene wala to aap apne blog par bhi songs video upload karke apne blog ki traffic ya kuch bhi kar sakte hai dosto agar aap google drive ke bare me nahi jante to mai uske bare me bhi thoda bata deta hu



Google Drive Kya Hai Aur Is Par Kya Hota Hai


Google ke naam se hi lagta hai ki ye bhi google ki hi service hai aur isme drive ke naam se lagta hai ki hdd space matlab naam se hi saaf dikhae padta hai ki google drive online space hota hai jo ek dam free hota hai agar aap Chahte hai ki google drive ki madad se apne blog ko songs download karne wali website me convert karna Chahte hai to aap mere post ko dhyan se padhe google drive me aapko 15 gb online space milta hai jisme aap kuch bhi upload karke apne blog par use apne aunsa set kar sakte hai agar aap apne computer ya laptop me google drive download karna Chahte hai to https://drive.google.com/ Yaha se jaker kar sakte hai

Ab aap jab ise download karlenge tab aap ise install karke open kare uske bad aap apni gmail id se login ho jaye ab aapko 3 bar next ka option dega aap use karle phir aapko done par click karna hai jab aap ye setting complete kar lenge to aapke computer ya pc me ek google drive ka folder automatic hi ban jayega ab aap is google drive folder jo chij dalenge to wo aapke google drive ke cloud par automatic chala jata hai


Google Drive Par Kisi Bhi File Ko Kaise Upload Kare



Step 1: sabse pehle aap apne google drive me login ho jaye uske bad aapke samne google drive page open hoga


Step 2: ab aap new file ko click karke apna file upload par click kare

APNE-BLOG-PAR-SONG-KAISE-ADD-KARE



Step 3: Ab aap file document ya mp3 ko upload karna Chahte hai usko select kare aur upload par click karde

CHOSE-UPLOAD-TO-FILE


Step 4: jab aap file ya songs upload ho jayega tab aap usper right click kare phir aapko us link copy karna hai

LINK-COPY-KARE


Step 5: ab aapko is link ko apne blog me add karna padega agar aap kisi softwere ko upload kiye hai to aap apne blog me us softwere aur uske naam dekar aap add link me is link ko dalker link tital me download ka naam de sakte hai

Dosto ab aap ye jaan chuke honge ki hum apne blog par song video softwere kaise upload karte hai aapko maine puri Jankari di hua hai phir aapko kahi pe samajh nahi aaye to aap mujhse comment karke puch sakte hai

dosto mujhe ummid aapko ye Jankari atchi lagi hogi aap mere is post par ek atcha commet karke mera help kar sakte hai aur aap is site ke facebook page ko jarur like kare thanks

Available link for download

Read more »

Thursday, May 25, 2017

Apne Naam Ki Online Gif Image Kaise Banate Hai

Apne Naam Ki Online Gif Image Kaise Banate Hai


Apne Naam Ki Gif Image Kaise Banate Hai

Dosto apne naam ki gif image bnane ke liye aaj mai aapko batane wala hu to dosto agar aap apne naam ki gif image bana chahte hai to aap is post ko dhyan se read kare is trick ki madad se aap kisi bhi design ka gif bana sakte hai isme bahut hi sunder grafick milega aapko gif image bnane ke liye aapko kuch importan site ke bare me batane wala hu


yaha par mai aapko aise site ke bare me bata raha hu ki jiski madad se aap aasani se apne naam ki gif image bana sakte hai aaeye jante hai kaise


gif-image-kaise-bnaye


INTERNET KI SPEED FAST KAISE KARE HINDI ME HELP
VODAFONE FREE INTERNET TRICK LATEST 2016

G i f Image Kaise Bnate Hai

Step 1: gif image bnane ke liye aapko ek website open karna hai http://formtypemaker.appspot.com/

Step 2: ab aapke samne wo website open ho jayegi usme aapko apna naam type karna hai

Step 3: uske bad aap jo chahe wo colour choose karle aur aapka naam kaisa chahiye wo dekhle ya change kare uske bad aap download par click kare

download karne par aapka image ban jayega usme sayad kuch minute lag sakta hai

Read More:

Android Mobile Me 100% Free Net Kaise Use Kare
Computer Ka Ram Kaise Jyada Kare Bina Kisi App ke
Android KitKat Ko Lollipop Me Kaise Update Kare
Logo kaise banaye website-blog ke liye


to dosto ye post aapko kaisa laga comment me jarur bataye thanks

Available link for download

Read more »

Monday, May 15, 2017

Apne Computer Ko Fast Kaise Kare

Apne Computer Ko Fast Kaise Kare


Apne Computer Ko Fast Kaise Kare



hello dosto aaj mai batane jaa raha ki apne computer co fast kaise kare bina kisi softwere ye tricks 100% working hai is trick ko apnakar aap apne computer ko fast kar sakte hai to suru karne se pehle bata de ki is trick ko set karne ke bad aap koi powerful softwere ya game install nahi kar sakte ho lakin chinta ki koi bat nahi jab aap koi chij install karoge to iss ko off karke kar sakte ho to chaliye suru karte hai kisi laptop me bina off kiye bhi install kar sakte ho to chaliye suru kare


  STEP 1  APNE COMPUTER KE PROPERTIES PAR CLICK KARE JAISE MAINE KIYA HAI


PROPERTIES-PAR-JAYE

STEP 2  properties par click karne ke bad advance system setting par click kare usper click karne par aapko aisa hi photo dikhae dega jaise niche diya hai


SETTING-PAR-CLICK-KARE

STEP 3: Ab aapko setting par click karna hai setting par click karne ke bad char option ayega usme aapko CUSTOM par click karna hai uske bad mark ka option aapko sare mark se 2 mark chor kar pura hata dena hai



 mark-par-tic-kare


ye jo maine mark diya hai us gajah par aapko bhi mark dena hai uske bad apply par click kar de uske bad ab set ho chuka hai ab aap computer chalaye kaisa fell ho raha hai

TO FRIENDS YE POST AAPKO KAISA LAGA COMMENT ME JARUR KARE

Available link for download

Read more »

Saturday, May 13, 2017

Css Code Kya Hai Aur Ise Hum Apne Blog Me Kaise Add Krae

Css Code Kya Hai Aur Ise Hum Apne Blog Me Kaise Add Krae


Css Code Kya Hai Aur Ise Hum Apne Blog Me Kaise Add Kare


Css ka matlab hota hai cascading style sheets
mai aap logo ko aaj isie ke bare me batane wala
hu taki aap apne blog ka Kam agar aapke pass
Css Code ho to aap kaise add kar sakte hai to


    Css code ek site ka language jo hamare site ko design karne ke kam me use karte hai
  kyoki agar koi apne site me Html Page banate hai to use design aur effect ko add karne
ke liye usko Css code ki jarurat padti hai isko hum apne webpage ki style sheet bhi kehte hai


aapko mai bata deta hu ki sabse jyada language HTML javascript aur Css ki Madad se web page bnane me hoti hai

to wahi mai aapko kehta hu ki hum apne blog
ko Css code ki madad se hum apne blog ko
design kar sakte hai to chaliye jante hai kaise

CSS Code Kaise Add Kare Blogger Me

Dosto Css Code ko hum apne blogger me 3 tarike se karte hai
mai yaha par tino tarika batane wala hu

Pehla Tarika Apne Customise Setting Me Add Kar Sakte Hai

ye jo tarika hai bahut aasan hai kyoki isme galti hone ka koi chance hi nahi hai aap ise bahut aasani se kar sakte hai

1: apne blog ke dashboard me jaye
2: uske bad aap template phir customize par click kare
3: ab jo aapke samne page khulne wala hai aapko waha par Advance phir scroll down karke Add Css par click karke kar sakte hai


Dusra Tarika Aap Apne Template Me Css Code Add Kar Sakte Hai

is tarika me aapko apne blog ka template edit karna padega tabhi ho payega Css code Blogger me

1: Aap apne blogger ke dashboard me jaker TEMPLATE par click kare phir Edit template
    par click kare

2: aap ek bar kahi bhi click kare uske bad aap computer me control-f press kare
3: ab aapke samne ek search ka option dikhe ga jisme aap ye dalna hai  >
    type kare phir enter press karde



maine aapko upper bhi bata hai hai ki aapko css code ko >
ke upper code ko dalna hai upper aap screen shot me dekhe

Tisra Tarika HTML/Java Script Me Hum Css Code Kaise Add Karte Hai

is tarika ko apnakar aap css code ko Html/Java Script Me Add Kar Sakte Hai ye bhi bahut aasan hai karna
1: aap apne dashboard me jaye phir layout phir add a gadget par click kare
     Ab aapko Css code niche ke box me dale


Available link for download

Read more »

Saturday, May 6, 2017

Cricket Live Score Ko Apne Mobile Me Kaise Dekhte Hai

Cricket Live Score Ko Apne Mobile Me Kaise Dekhte Hai


Cricket Live Score Ko Apne Mobile Me Kaise Dekhte Hai


Dosto aaj mai aap logo ke liye aise top popular apps lekar aaya hu jiski madad se aap apne mobile me hi live cricket ke maja le sakte hai waise agar bat kare to kon nahi janna chahta hai cricket ka score aaj aise bhi cricket ke diwane hai jo per boll ki detail janna Chahte hai aur aise bhi hai jo ye janna to Chahte hai magar unke pass tv ya dish nahi hota to isi liye mai aaj is post me batane wala hu ki live cricket ke top popular android app jo aapke per ball ki detail turant batayega aapke mobile par dosto agar aap bhi koi apps use karte hai to phir bhi mai kahuga ki aap ye apps ek bar try karke jarur Dekhe

cricket live score ko apne mobile me kaise dekhte hai

Cricket Live Score Me Aap Kya Kya Dekh Sakte Hai



Dosto jaha tak android App ki bat hai aap is app ko apne android mobile me hi use kar sakte hai other ke liye jaise windows phone ke liye windows market se hi download kar sakte hai aur jo mai Yaha par apps ki Jankari dene wala hu wo aaj is samay bahut popular app hai aur sabse jyada use hone wala apps hai aap is me cricket ki har ek step jaan sakte hai jaise ball kab kiya gaya kitna score hua ya kitna run abhi liya gaya aap bahut aasani se sab jaan sakte hai bas aapko jo maine aaps diye hai usme se koi na koi jarur try kare


Android Mobile Me Top Android Mobile Live Score Aap



1: HotStar Live Cricket: Dosto aap sab hotstar aap ke bare me jarur jante hoge magar bhr bhi mai un bhaeyo ko bata deta hu ki hum Hotstar par kya kya dekh sakte hai dosto is app me aap cicket live video dekhege hi aur isme aap bahut sare tv live show bhi dekh sakte hai jaise agar aap cricket dekhna Chahte hai to cricket dekh sakte hai ya kisi show ko bhi dekh sakte hai Hotstar app par agar aap ise apne computer me bhi use karne Chahte hai to aap aap apne computer ke liye bhi donload kar sakte hai Download Karne Ke Liye Yaha Click Kare


2: icc world T20:Android App: ab jo aap is app ko dekh rahe hai isme aap cricket bhi dekh sakte hai ya is app me bhi bahut sare options hai jisko aapko follow karna padta hai jisse aap bahut aasani se apne mobile me hi news bhi dekh sakte hai ek bat ye hai is ki jab live chalta hai tab se 10 minute piche live show is app me dikhaya jata hai agar aap apne android mobile me live cricket score dekhna Chahte hai to is app ko aap Yaha se download kare aap apne is softwere ko playstore par bhi dall sakte hai


3: Star Sport live Cricket Android App: iske bare me mai aapko kuch bata deta hu iske naam se hi malum padta hai ki ye app star sport wale banaye hue hai star sport app is aap me aap cricket live streaming ke sath sath aap isme bahut sare old cricket match ke video aapko mil jayega uske bhi aap aasani se dekh sakte hai agar aap star sport live app ko download karna hai to aap Yaha Se Click Karke Download Kar Sakte Hai ye bhi ek dum free app hai


4: Yahoo Cricket Live App: Dosto aap logo ne yahoo ka naam to jarur suna hoga google ke bad search engine me iska hi gajah Hai aur is app ki madad se bhi aap apne mobile me live cricket ka maja le sakte hai isme se aap news bhi padh sakte hai Yaha par sab kuch leates hi milega aur jaha tak is app ko chalane ki bat hai aap ise bhi bahut aasani se control kar sakte hai ye bahut hi simple app hai to agar aap yahoo cricket ko download karna Chahte hai Yaha click kare


5: NDTV Live App : Is chennal ko bhi aapne jantr honge agar nahi jante to bhi bata deta hu ye ek news chennal hai isne apna ek app banaya hai apne chennal ke naam se hi aur is app ka sabse badi khas bat ye hai ki ye app sirf india me hi work karega dusre country me ye work nahi karega is app me bhi aapko turant ke turant ans mil jayega cricket live score ki agar aap Ndtv app ko download karna Chahte hai to Yaha click kare


6: Cricket Buzz Live Cricket App: jaha tak mera manna hai ye bhi bahut aur jyada use hone wala app hai aur bahut popular app hai is app me bhi aap per ball by ball ki information turant mil jayega aapko Cricket Buzz Live Cricket App me aapko bahut aise feature uplabdh hai jiski aapko jarurat hai to dosto agar aap Cricket Buzz Live Cricket App ko download karna Chahte hai to Yaha click kare

7:  ESPNcricinfo Cricket App. ye jo app hai isme bhi aap cricket ki sari information mil jayega kyoki is app par clicket se related hi news mil sakti hai jaha tak tak live score ki bat hai is app me bhi wo sabhi facility hai jo upper maine bataya hua hai but ye thoda market me new hai lekin ye bhi bahut jald popular ho jayega kyoki ye cricket live score ko dikhane ke liye atcha hai app hai Is App ko agar aap download karna chahte hai to aap yaha click kare


Note:  to dosto mujhe aap logo ko ab ye batane ki koi jarurat nahi hai ki aur bhi bahut sare apps hai playstore par jo cricket se related hai aur live bhi dekh sakte hai



to dosto mai aapse puchna chahta hu ki kya aapko ye mera post atcha laga to aap comment me jarur bataye taki mujhe bhi atcha lagega aap is site ke facebook page ko jarur like kare aur jitna ho sakte is post ko share kare taki dusre dosto ko bhi iske bare me pata chal sake

Available link for download

Read more »

Tuesday, April 11, 2017

Apne Blog search engine me kaise Submit kare

Apne Blog search engine me kaise Submit kare


Apne Blog ko search engine me kaise Submit kare

website ko google par jaldi search me lane ke liye aapko apna site google search console me jodna padta hai agar aap apna site search console me add kar denge to aapka site google par jaldi hi search me aane lagta hai aap ye post padh kar apna site search console me add karle search console google ka hi free service hai aur ye ek dum free hai search console me aap bahut kuch kar sakte hai apne blog ke liye traffic ya seo ke liye search engine se aapko bahut fyada milega

Site Ko Hum Search Engines Me Hum Kyo Submit-Add Karte Hai

Hum badi mehnat karke apna blog-site banate hai aur use bhi jyada mehnat karke hum post ko publish kar dete hai par hume jub hamare blog-site par visiter nahi aate hai hame bahut hi nirasa hoti aur kuch log to blogging hi chod dete hai unke blog par jub visiter nahi aate hai to aur aap log to ye jante hi honge ki google duniya ka sabse bada search engine hai aur aapko ye bhi pata hoga ki jub kisi aadmi ko kisi bat ki jankari chahiye hoti hai to google me hi search karke dekhta hai aur hum jo tricks ko share karte hai wo search me lane ke liye hame google webmaster tool hum apna site ya blog ko submit karte hai

Apne-blog-ko-google-search-engine-me-kaise-add-kare

GOOGLE SEARCH CONSOLE ME ACCOUNT KAISE BANAYE


agar aapko google webmaster tool me account banana hai to aapko koi bhi dikkat nahi hogi kyo ye google ki service hai aur aap gmail id se login kar sakte hai

Account banana ke liye sabse pehle aap google search console ki site par jaye       http://www.google.com/webmasters/



uske bad aap apne gmail id se login kar sakte hai


ab aap to login to ho hi gaye honge

Google search console me Blog-website kaise add karte hai

apne blog ya website ko add karne ke liye uska address dale phir add property ki buttom par click kare ab ek naya page khule jayega usme apne blog ko verify karna hai verify karne ke liye aap koi bhi tarika apna sakte hai mai aapko sbase aasan tarika bata raha hu aap usko follow kare


1 . Alternet menthods par click kare
2 . html tag ko select karle phir code ko copy kare
3 . ab aapko is code ko blogger me template ke html me head ke uper paste karde


head ke uper aapne jo code ko copy kiya hai usko paste karde uske bad save template par click kardeuske bad aap web master tool me aaker aap verify par click karde agar ab apka blog verify ho gaya to aisa hi show hoga
to ab aap ye jan chuke hai ki apne blog ya website ko kaise google search console me add karte hai

search console me blog-website add karne se kya kya fyada hai

1- agar hamari site par kuch galti ho gai hai to aap yaha aker ye jan sakte hai ki kya kya galti hai

2-  hamari site search me jaldi aajati hai

3- audience kya search karte hai google me agar wo hamari site par aate hai to uska pata chal jata hai

4- agar google apne me kuch update kar hai to waha message aajata hai ki hum kya kare search me lane ke liye

inke alawa aur bhi bahut fayde hai hamare blog-website ke liye aur seo ke liye bhi

agar aap google search console me apna website add kar chuke hai tab apne blog me site map bhi bahut jaruri hai
Dosto Ab Aap ye jan chuke honge ki website blog ko google me jaldi lane ke liye hame kya kya karna padta hai dosto mujhe ummid ye post aapko pasand aaya hoga aap mere site ke facebook likekarenge to mujhe bhi bahut khusi hogi aage mai aapko isse bhi atche tricks ki Jankari dene wala hu

Available link for download

Read more »

Sunday, April 9, 2017

Apne Naam Ki Ringtone Kaise Download Kare

Apne Naam Ki Ringtone Kaise Download Kare


Apne Naam Ki Ringtone Kaise Download Kare


hello dosto aaj mai aap logo ko ek aisa trick batane jaa raha hu jiski madad se aap apne naam ki ringtone bana sakte hai apne naam se ringtone bnane ke liye aap kuch karne ki
jarurar nahi mai aapki madad karunga agar aapko apne naam se ringtone bnana hai to is trick ko dhyan se padhe uske bad aap apne naam se ringtone bana payenge aur me Yaha
aapko 2 tarika batane wala hu pehla internet se ringtone download karne ka aur 2 apne mobile se ringtone banana ka ye dono trick ko dhyan se padhe aur apne naam se ringtone banaye

apne Naam Ki Ringtone kAISE dOWNLOAD kARE

dosto mobile se hum pehle call hi kar pate the but aaj aap jante hi honge
mobile ke bina aaj har aadmi adura hai jaise maa apne bacche ke bina
adhura hai waise hi agar aaj ke jamane mobile 100 me 90 aadmi ke pass
hai aur 10 aadmi ke pass hi sayad nahi hoga aur waise me log apne naam
se ringtone apne mobile me lagayege tab to mobile me aap naye jaan dall
sakte hai

aaj bahut se aadmi ko maine dekha hai ki wo apne mobile me apne naam se
hi ringtone save karke rakhe rehte hai aur waise me agar koi call karta hai to
uska naam hi ringtone banker bajne lagta hai aur aap bhi aisa kar sakte hai
aapko bas mere diye gaye step ko follow karna padega

Apne Naam Se Ringtone Name Kaise Banaye

Step 1: Sabse pehle aapko is site par click karna hai http://www.NEWEFUTURE.com/ringtone
uske bad aap us site par jaker aap apna naam dalde uske bad search kare

step 2: uske bad aapke naam ka ringtone banker aapke samne aaja yega aap apne ringtone par click kare uske bad aapko download ka option dikhega aap waha se apna
ringtone download kar sakte hai

ab mai aapko ye batane wala hu ki apne mobile se apne naam ka ringtone kaise banaye
mai aapko sabse simple tarika batane wala hu aap bas dil tham ke is tricks ko padhe aur sabse pehle mai aapko ye bata dena chahta hu ki agar aap apne naam ki ringtone mobile
se bnana Chahte hai to aapke pass android mobile me hona chahiye aur agar aapke pass
android mobile nahi hai to aap http://www.NEWEFUTURE.com/ringtone is website se apna ringtone bana sakte hai maine upper iske bare me detail se samjhaya hua hai

Android Mobile Me Apne Naam Ka Ringtone Kaise Banaye


Step 1: dosto agar aap apne naam se mobile me ringtone bnana Chahte hai to aapko playstore se ek app ko download karna padega us app ka naam hai Ringtone Voice Name Mixer aap Yaha se download par click kare download kare Yaha se

Step 2: ab aapko us app ko apne mobile me install karna hai uske bad aap aasani se mobile me ringtone bana sakte hai agar aapko khi pe dikkat ho raha ho ya samajh nahi
aata ho to aap mujhe niche comment karke puch sakte hai mai aapki help karne ke liye
hamesa tayar rehta hu

Ye Post Bhi Padhe:

Computer Ki tricks ki jankari ke liye yaha click kare

Android mobile ki tricks ki jankari ke liye yaha click kare

Recharge ki jankari pane ke liye yaha click kare

Agar aapko mere site ki tara apni website banaker online paise kmana chahte hai to aap yaha click karke puri jankari hindi me le sakte hai


To DOSTO mujhe ummid hai ki ye post aapko jarur pasand aaya hoga aap is post ko apne dosto ke pass jarur share karke meri madad kar sakte hai aap mere site ko subscribe aur facebook page like karna naa bhule agar aapko aise hi tricks ki Jankari chahiye to aap mere site par daily aaker sikh sakte hai aur aapko kisi chij ki Jankari chahiye to aap Yaha niche comment me puch sakte hai mai aapki help karunaga puri Jankari ke sath

Available link for download

Read more »

Sunday, April 2, 2017

Apne Mobile Me Ac3 Video Kaise Chalaye

Apne Mobile Me Ac3 Video Kaise Chalaye


           Apne Mobile Me Ac3 Video Kaise Chalaye


AGAR AAPKO KISI KA WIFI KA PASSWORD DEKHNA HAI TO YAHA CLICK KARE



hello dosto aaj hum ye janenge ki apne android phone ac3 video ko kaise dekhte hai voice ke sat kya aap jub aapne mobile me movies dekhte hai to ac3 voice not supported likhraha hai ya play nahi ho raha hai isliye aaj mai aapko yahi batane jaraha hu

ye tricks 100% work karega aur isse aap ac3 video dekh payenge apne android mobile me  ye jo tricks jo mai aapko batane jaa raha hu taki aapko kisi bhi movies dekh sakte ho
to chaliye dosto start karte hai

android-me-ac3-video-kaise-chalaye

STEP 1- SABSE PEHLE AAPKO YAHA SE MXP LAYER PRO KO DOWNLOAD KARNA HOGA

MX PLAYER PRO DOWNLOAD KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

STEP 2- USKE BAD  AAPKO mx player pro APNE MOBILE ME INSTALL KARNA HAI


AGAR AAP KISI KE MOBILE KO TRACK KARNA CHAHTE HAI TO YAHA CLICK KARE
agar aap kisi bhi anjan number ka pata lagana chahte hai to upper diye gaye link par click kare

AB AAP KISI BHI AC3 VIDEO KO DEKH SAKTE HAI AUR WO BHI BINA KOI MOBILE KO ROOT KIYE HUE


TO DOSTO YE POST AAPKO KAISA LAGA COMMENT ME JARUR BATAYE
AGAR KOI DIKKAT AARAHA HAI TO HAME COMMENT JARUR KARE
MERE SITE KO SUBSCRIBE KARNA NA BHULE TAKI AAGE AAPKO AISA HI TRICKS JUB MAI SHARE KARU TO AAPKO IS BAT KA PATA CHAL SAKE


Available link for download

Read more »