Thursday, May 25, 2017

Apne Naam Ki Online Gif Image Kaise Banate Hai

Apne Naam Ki Online Gif Image Kaise Banate Hai


Apne Naam Ki Gif Image Kaise Banate Hai

Dosto apne naam ki gif image bnane ke liye aaj mai aapko batane wala hu to dosto agar aap apne naam ki gif image bana chahte hai to aap is post ko dhyan se read kare is trick ki madad se aap kisi bhi design ka gif bana sakte hai isme bahut hi sunder grafick milega aapko gif image bnane ke liye aapko kuch importan site ke bare me batane wala hu


yaha par mai aapko aise site ke bare me bata raha hu ki jiski madad se aap aasani se apne naam ki gif image bana sakte hai aaeye jante hai kaise


gif-image-kaise-bnaye


INTERNET KI SPEED FAST KAISE KARE HINDI ME HELP
VODAFONE FREE INTERNET TRICK LATEST 2016

G i f Image Kaise Bnate Hai

Step 1: gif image bnane ke liye aapko ek website open karna hai http://formtypemaker.appspot.com/

Step 2: ab aapke samne wo website open ho jayegi usme aapko apna naam type karna hai

Step 3: uske bad aap jo chahe wo colour choose karle aur aapka naam kaisa chahiye wo dekhle ya change kare uske bad aap download par click kare

download karne par aapka image ban jayega usme sayad kuch minute lag sakta hai

Read More:

Android Mobile Me 100% Free Net Kaise Use Kare
Computer Ka Ram Kaise Jyada Kare Bina Kisi App ke
Android KitKat Ko Lollipop Me Kaise Update Kare
Logo kaise banaye website-blog ke liye


to dosto ye post aapko kaisa laga comment me jarur bataye thanks

Available link for download