Showing posts with label naam. Show all posts
Showing posts with label naam. Show all posts
Thursday, May 25, 2017
Apne Naam Ki Online Gif Image Kaise Banate Hai
Apne Naam Ki Online Gif Image Kaise Banate Hai
Apne Naam Ki Gif Image Kaise Banate Hai
Dosto apne naam ki gif image bnane ke liye aaj mai aapko batane wala hu to dosto agar aap apne naam ki gif image bana chahte hai to aap is post ko dhyan se read kare is trick ki madad se aap kisi bhi design ka gif bana sakte hai isme bahut hi sunder grafick milega aapko gif image bnane ke liye aapko kuch importan site ke bare me batane wala hu
yaha par mai aapko aise site ke bare me bata raha hu ki jiski madad se aap aasani se apne naam ki gif image bana sakte hai aaeye jante hai kaise

INTERNET KI SPEED FAST KAISE KARE HINDI ME HELP
VODAFONE FREE INTERNET TRICK LATEST 2016
VODAFONE FREE INTERNET TRICK LATEST 2016
G i f Image Kaise Bnate Hai
Step 1: gif image bnane ke liye aapko ek website open karna hai http://formtypemaker.appspot.com/
Step 2: ab aapke samne wo website open ho jayegi usme aapko apna naam type karna hai
Step 3: uske bad aap jo chahe wo colour choose karle aur aapka naam kaisa chahiye wo dekhle ya change kare uske bad aap download par click kare
download karne par aapka image ban jayega usme sayad kuch minute lag sakta hai
Read More:
Android Mobile Me 100% Free Net Kaise Use Kare
Computer Ka Ram Kaise Jyada Kare Bina Kisi App ke
Android KitKat Ko Lollipop Me Kaise Update Kare
Logo kaise banaye website-blog ke liye
to dosto ye post aapko kaisa laga comment me jarur bataye thanks
Available link for download
Sunday, April 9, 2017
Apne Naam Ki Ringtone Kaise Download Kare
Apne Naam Ki Ringtone Kaise Download Kare
Apne Naam Ki Ringtone Kaise Download Kare
hello dosto aaj mai aap logo ko ek aisa trick batane jaa raha hu jiski madad se aap apne naam ki ringtone bana sakte hai apne naam se ringtone bnane ke liye aap kuch karne ki
jarurar nahi mai aapki madad karunga agar aapko apne naam se ringtone bnana hai to is trick ko dhyan se padhe uske bad aap apne naam se ringtone bana payenge aur me Yaha
aapko 2 tarika batane wala hu pehla internet se ringtone download karne ka aur 2 apne mobile se ringtone banana ka ye dono trick ko dhyan se padhe aur apne naam se ringtone banaye

dosto mobile se hum pehle call hi kar pate the but aaj aap jante hi honge
mobile ke bina aaj har aadmi adura hai jaise maa apne bacche ke bina
adhura hai waise hi agar aaj ke jamane mobile 100 me 90 aadmi ke pass
hai aur 10 aadmi ke pass hi sayad nahi hoga aur waise me log apne naam
se ringtone apne mobile me lagayege tab to mobile me aap naye jaan dall
sakte hai
aaj bahut se aadmi ko maine dekha hai ki wo apne mobile me apne naam se
hi ringtone save karke rakhe rehte hai aur waise me agar koi call karta hai to
uska naam hi ringtone banker bajne lagta hai aur aap bhi aisa kar sakte hai
aapko bas mere diye gaye step ko follow karna padega
Apne Naam Se Ringtone Name Kaise Banaye
Step 1: Sabse pehle aapko is site par click karna hai http://www.NEWEFUTURE.com/ringtone
uske bad aap us site par jaker aap apna naam dalde uske bad search kare
step 2: uske bad aapke naam ka ringtone banker aapke samne aaja yega aap apne ringtone par click kare uske bad aapko download ka option dikhega aap waha se apna
ringtone download kar sakte hai
ab mai aapko ye batane wala hu ki apne mobile se apne naam ka ringtone kaise banaye
mai aapko sabse simple tarika batane wala hu aap bas dil tham ke is tricks ko padhe aur sabse pehle mai aapko ye bata dena chahta hu ki agar aap apne naam ki ringtone mobile
se bnana Chahte hai to aapke pass android mobile me hona chahiye aur agar aapke pass
android mobile nahi hai to aap http://www.NEWEFUTURE.com/ringtone is website se apna ringtone bana sakte hai maine upper iske bare me detail se samjhaya hua hai
Android Mobile Me Apne Naam Ka Ringtone Kaise Banaye
Step 1: dosto agar aap apne naam se mobile me ringtone bnana Chahte hai to aapko playstore se ek app ko download karna padega us app ka naam hai Ringtone Voice Name Mixer aap Yaha se download par click kare download kare Yaha se
Step 2: ab aapko us app ko apne mobile me install karna hai uske bad aap aasani se mobile me ringtone bana sakte hai agar aapko khi pe dikkat ho raha ho ya samajh nahi
aata ho to aap mujhe niche comment karke puch sakte hai mai aapki help karne ke liye
hamesa tayar rehta hu
Ye Post Bhi Padhe:
Computer Ki tricks ki jankari ke liye yaha click kare
Android mobile ki tricks ki jankari ke liye yaha click kare
Recharge ki jankari pane ke liye yaha click kare
Agar aapko mere site ki tara apni website banaker online paise kmana chahte hai to aap yaha click karke puri jankari hindi me le sakte hai
To DOSTO mujhe ummid hai ki ye post aapko jarur pasand aaya hoga aap is post ko apne dosto ke pass jarur share karke meri madad kar sakte hai aap mere site ko subscribe aur facebook page like karna naa bhule agar aapko aise hi tricks ki Jankari chahiye to aap mere site par daily aaker sikh sakte hai aur aapko kisi chij ki Jankari chahiye to aap Yaha niche comment me puch sakte hai mai aapki help karunaga puri Jankari ke sath
Available link for download
Subscribe to:
Posts (Atom)