Showing posts with label hai. Show all posts
Showing posts with label hai. Show all posts
Thursday, June 8, 2017
Blogger Seo Friendly Image Kaise Banate Hai Hindi Me Janiye
Blogger Seo Friendly Image Kaise Banate Hai Hindi Me Janiye
Blogger Seo Friendly Image Kaise Banate Hai Hindi Me Janiye
hello dosto ,
aaj mai aapko ye bataunga ki aapke ke pass agar website ya blog hai usper kaisa image ko hona chahiye SEO ke liye atcha ho mai pehle aapko bataya tha ki apne blog-site ko serach me lane ke liye
google search console account banaye aur apne site par kifi had tak traffic paa sakte hai
mere mutabic, post ko kab atcha rahega jub usme post ka image badhiya hota hai
ye aapko batane ki jarurat nahi ki saw sonar ke ek lohar ke mere kahne ka matlab ye hai ki
aap chahe jitan hi atche se post ko dale lekin visiter ko samjhane ke liye image ko dalker uska aur atche se samajha sakte hai matlab 1 image kar degi wo aap 1000 ka bhi post dall de likin image samjhane ke liye behtar hai


maine aapko pichle post me bataya tha aap apne site ka sitemap banaker bhi atchi traffic paa sakte hai agar aapne apne blog-site ka sitemap nahi banaya hai to aap aap yah click karke jan sakte hai ki sitemap kaise submit karte hai
to chaliye aage hum ye jante hai kya aur kaise use karte hai
???? seo friendly image ko kaise banate hai
seo ka matlab ye hota hai search engine friendly matlab koi visiter jub hamari site search kare to hamari site bhi image search me aye search engine ye nahi samjhta hai ki hamare image me kya hi isliye aap image ko rename karke uska name dede isse search engine samajh jata hai ki hamari image me kya hai aur wo search me post jyada aata hai to chaliye aapko kuch tips de raha hu seo friendly image banana ke liye
1# image ko upload karte samay usko rename kare

sabse badi galti aap ye karte hai ki image ko upload karte samay rename nahi karte
aur uske badle image me ye hota hai kuch number hota hai (23444255) aise hi number hota hai isse google ya other search engine ko samajh nahi pata hai aur aapki site search me nahi aati hai agar aap uska name change karde to search engine ko aapke post me image ka pata chal jata hai
2# image me alt tag add karle
alt tag add karne ke liye aap mere step ko follow kare
jaise ki maine bataya tha ki aap search engine me atchi read nahi kar sakte hai ki image kis bare me hota hai is lye hum post me alt tag add karke google ya other search engines ko batate hai ki image me kya kya hai
alt tag ek html code hota hai
alt tag ek html code hota hai
Alt tag add karne ke liye mere step ko follow kare
step 1: aap apni blog ka post editor ko open karke image ko upload karde
step 2: ab aapko image par click karna hai phir waha par kuch option show hoga waha par aapko properties par click karna hai
image me aap caption ko bhi add karwa sakte hai isse ye hota hai ki image kis bare me hai aapke visiter padhker samajh sakte hai aur ye seo ke liye nahi hota hai ye sirf apne visiter ko batane ke liye hota hai
3# image ko kis format me me use karte hai

image ko hum kisi bhi format me use kar sakte to koi bhi fark nahi padega image search me
magar ye aapko jaruri hai aapke liye hame image ka size jitna kam ho sake utna hi kam size ka image use kare kyoki agar aap jyada size ka image use karenge to aapke post ko loading me samay lag sakta hai isliye aap apne imge ka size kam karle isse aapko search engine me koi fark nahi aayega ye sirf aapke visitor ko loading ko kam karne ke liye hota hai
image me ye sub format hoti hai .jpg .png .gip isme sabse kam size wala image ka format .jpg hota hai
agar aapko image ka format change karna hai .jpg to aap yaha click karke download karle
haa to friends ab se aap image upload karte samay in bato ka dhyan rakhe aur apne image ko seo friendly image banay
Also read>
youtube par account banake paise kaise kamaye
adsense par account kaise banate hai
agar aapke pass koi softwere hai to aap usse full verson me karne ke liye ye padhe
to dosto ye jankari aapko kaisa laga agar aapko aur bhi kuch jankari chahhiye to aap hame comment me puch sakte hai mai aapka help jarur karunga
agar aapko aur bhi jankari aap apne imel par pana chahte hai to aap hame subscribe jarur kare
Available link for download
Thursday, May 25, 2017
Apne Naam Ki Online Gif Image Kaise Banate Hai
Apne Naam Ki Online Gif Image Kaise Banate Hai
Apne Naam Ki Gif Image Kaise Banate Hai
Dosto apne naam ki gif image bnane ke liye aaj mai aapko batane wala hu to dosto agar aap apne naam ki gif image bana chahte hai to aap is post ko dhyan se read kare is trick ki madad se aap kisi bhi design ka gif bana sakte hai isme bahut hi sunder grafick milega aapko gif image bnane ke liye aapko kuch importan site ke bare me batane wala hu
yaha par mai aapko aise site ke bare me bata raha hu ki jiski madad se aap aasani se apne naam ki gif image bana sakte hai aaeye jante hai kaise

INTERNET KI SPEED FAST KAISE KARE HINDI ME HELP
VODAFONE FREE INTERNET TRICK LATEST 2016
VODAFONE FREE INTERNET TRICK LATEST 2016
G i f Image Kaise Bnate Hai
Step 1: gif image bnane ke liye aapko ek website open karna hai http://formtypemaker.appspot.com/
Step 2: ab aapke samne wo website open ho jayegi usme aapko apna naam type karna hai
Step 3: uske bad aap jo chahe wo colour choose karle aur aapka naam kaisa chahiye wo dekhle ya change kare uske bad aap download par click kare
download karne par aapka image ban jayega usme sayad kuch minute lag sakta hai
Read More:
Android Mobile Me 100% Free Net Kaise Use Kare
Computer Ka Ram Kaise Jyada Kare Bina Kisi App ke
Android KitKat Ko Lollipop Me Kaise Update Kare
Logo kaise banaye website-blog ke liye
to dosto ye post aapko kaisa laga comment me jarur bataye thanks
Available link for download
Saturday, May 13, 2017
Css Code Kya Hai Aur Ise Hum Apne Blog Me Kaise Add Krae
Css Code Kya Hai Aur Ise Hum Apne Blog Me Kaise Add Krae
Css Code Kya Hai Aur Ise Hum Apne Blog Me Kaise Add Kare
Css ka matlab hota hai cascading style sheets
mai aap logo ko aaj isie ke bare me batane wala
hu taki aap apne blog ka Kam agar aapke pass
Css Code ho to aap kaise add kar sakte hai to
Css code ek site ka language jo hamare site ko design karne ke kam me use karte hai
kyoki agar koi apne site me Html Page banate hai to use design aur effect ko add karne
ke liye usko Css code ki jarurat padti hai isko hum apne webpage ki style sheet bhi kehte hai

aapko mai bata deta hu ki sabse jyada language HTML javascript aur Css ki Madad se web page bnane me hoti hai
to wahi mai aapko kehta hu ki hum apne blog
ko Css code ki madad se hum apne blog ko
design kar sakte hai to chaliye jante hai kaise
CSS Code Kaise Add Kare Blogger Me
Dosto Css Code ko hum apne blogger me 3 tarike se karte hai
mai yaha par tino tarika batane wala hu
Pehla Tarika Apne Customise Setting Me Add Kar Sakte Hai
ye jo tarika hai bahut aasan hai kyoki isme galti hone ka koi chance hi nahi hai aap ise bahut aasani se kar sakte hai
1: apne blog ke dashboard me jaye
2: uske bad aap template phir customize par click kare
3: ab jo aapke samne page khulne wala hai aapko waha par Advance phir scroll down karke Add Css par click karke kar sakte hai
Dusra Tarika Aap Apne Template Me Css Code Add Kar Sakte Hai
is tarika me aapko apne blog ka template edit karna padega tabhi ho payega Css code Blogger me
1: Aap apne blogger ke dashboard me jaker TEMPLATE par click kare phir Edit template
par click kare
2: aap ek bar kahi bhi click kare uske bad aap computer me control-f press kare
3: ab aapke samne ek search ka option dikhe ga jisme aap ye dalna hai >
type kare phir enter press karde
maine aapko upper bhi bata hai hai ki aapko css code ko >
ke upper code ko dalna hai upper aap screen shot me dekheTisra Tarika HTML/Java Script Me Hum Css Code Kaise Add Karte Hai
is tarika ko apnakar aap css code ko Html/Java Script Me Add Kar Sakte Hai ye bhi bahut aasan hai karna
1: aap apne dashboard me jaye phir layout phir add a gadget par click kare
Ab aapko Css code niche ke box me dale
Available link for download
Saturday, May 6, 2017
Cricket Live Score Ko Apne Mobile Me Kaise Dekhte Hai
Cricket Live Score Ko Apne Mobile Me Kaise Dekhte Hai
Cricket Live Score Ko Apne Mobile Me Kaise Dekhte Hai
Dosto aaj mai aap logo ke liye aise top popular apps lekar aaya hu jiski madad se aap apne mobile me hi live cricket ke maja le sakte hai waise agar bat kare to kon nahi janna chahta hai cricket ka score aaj aise bhi cricket ke diwane hai jo per boll ki detail janna Chahte hai aur aise bhi hai jo ye janna to Chahte hai magar unke pass tv ya dish nahi hota to isi liye mai aaj is post me batane wala hu ki live cricket ke top popular android app jo aapke per ball ki detail turant batayega aapke mobile par dosto agar aap bhi koi apps use karte hai to phir bhi mai kahuga ki aap ye apps ek bar try karke jarur Dekhe

Cricket Live Score Me Aap Kya Kya Dekh Sakte Hai
Dosto jaha tak android App ki bat hai aap is app ko apne android mobile me hi use kar sakte hai other ke liye jaise windows phone ke liye windows market se hi download kar sakte hai aur jo mai Yaha par apps ki Jankari dene wala hu wo aaj is samay bahut popular app hai aur sabse jyada use hone wala apps hai aap is me cricket ki har ek step jaan sakte hai jaise ball kab kiya gaya kitna score hua ya kitna run abhi liya gaya aap bahut aasani se sab jaan sakte hai bas aapko jo maine aaps diye hai usme se koi na koi jarur try kare
Android Mobile Me Top Android Mobile Live Score Aap
1: HotStar Live Cricket: Dosto aap sab hotstar aap ke bare me jarur jante hoge magar bhr bhi mai un bhaeyo ko bata deta hu ki hum Hotstar par kya kya dekh sakte hai dosto is app me aap cicket live video dekhege hi aur isme aap bahut sare tv live show bhi dekh sakte hai jaise agar aap cricket dekhna Chahte hai to cricket dekh sakte hai ya kisi show ko bhi dekh sakte hai Hotstar app par agar aap ise apne computer me bhi use karne Chahte hai to aap aap apne computer ke liye bhi donload kar sakte hai Download Karne Ke Liye Yaha Click Kare
2: icc world T20:Android App: ab jo aap is app ko dekh rahe hai isme aap cricket bhi dekh sakte hai ya is app me bhi bahut sare options hai jisko aapko follow karna padta hai jisse aap bahut aasani se apne mobile me hi news bhi dekh sakte hai ek bat ye hai is ki jab live chalta hai tab se 10 minute piche live show is app me dikhaya jata hai agar aap apne android mobile me live cricket score dekhna Chahte hai to is app ko aap Yaha se download kare aap apne is softwere ko playstore par bhi dall sakte hai
3: Star Sport live Cricket Android App: iske bare me mai aapko kuch bata deta hu iske naam se hi malum padta hai ki ye app star sport wale banaye hue hai star sport app is aap me aap cricket live streaming ke sath sath aap isme bahut sare old cricket match ke video aapko mil jayega uske bhi aap aasani se dekh sakte hai agar aap star sport live app ko download karna hai to aap Yaha Se Click Karke Download Kar Sakte Hai ye bhi ek dum free app hai
4: Yahoo Cricket Live App: Dosto aap logo ne yahoo ka naam to jarur suna hoga google ke bad search engine me iska hi gajah Hai aur is app ki madad se bhi aap apne mobile me live cricket ka maja le sakte hai isme se aap news bhi padh sakte hai Yaha par sab kuch leates hi milega aur jaha tak is app ko chalane ki bat hai aap ise bhi bahut aasani se control kar sakte hai ye bahut hi simple app hai to agar aap yahoo cricket ko download karna Chahte hai Yaha click kare
5: NDTV Live App : Is chennal ko bhi aapne jantr honge agar nahi jante to bhi bata deta hu ye ek news chennal hai isne apna ek app banaya hai apne chennal ke naam se hi aur is app ka sabse badi khas bat ye hai ki ye app sirf india me hi work karega dusre country me ye work nahi karega is app me bhi aapko turant ke turant ans mil jayega cricket live score ki agar aap Ndtv app ko download karna Chahte hai to Yaha click kare
6: Cricket Buzz Live Cricket App: jaha tak mera manna hai ye bhi bahut aur jyada use hone wala app hai aur bahut popular app hai is app me bhi aap per ball by ball ki information turant mil jayega aapko Cricket Buzz Live Cricket App me aapko bahut aise feature uplabdh hai jiski aapko jarurat hai to dosto agar aap Cricket Buzz Live Cricket App ko download karna Chahte hai to Yaha click kare
7: ESPNcricinfo Cricket App. ye jo app hai isme bhi aap cricket ki sari information mil jayega kyoki is app par clicket se related hi news mil sakti hai jaha tak tak live score ki bat hai is app me bhi wo sabhi facility hai jo upper maine bataya hua hai but ye thoda market me new hai lekin ye bhi bahut jald popular ho jayega kyoki ye cricket live score ko dikhane ke liye atcha hai app hai Is App ko agar aap download karna chahte hai to aap yaha click kare
Note: to dosto mujhe aap logo ko ab ye batane ki koi jarurat nahi hai ki aur bhi bahut sare apps hai playstore par jo cricket se related hai aur live bhi dekh sakte hai
to dosto mai aapse puchna chahta hu ki kya aapko ye mera post atcha laga to aap comment me jarur bataye taki mujhe bhi atcha lagega aap is site ke facebook page ko jarur like kare aur jitna ho sakte is post ko share kare taki dusre dosto ko bhi iske bare me pata chal sake
Available link for download
Friday, March 24, 2017
Freedom 251 Android Mobile Ka Booking Kyo Nahi Ho Paa Raha Hai
Freedom 251 Android Mobile Ka Booking Kyo Nahi Ho Paa Raha Hai
Freedom 251 Android Mobile Ka Booking Kyo Nahi Ho Paa Raha Hai

hello dosto aap logo ye to malum hi hoga ki Freedom 251 mobile ki online
kroro logo kar rahe hai kyo ye india ka hi nahi duniya ka sabse sasta
smart phone hai mai aapko yaha ye batane ke liye ye post likh raha hu
ki booking kyo ruk gaya
Freedom 251 Mobile Me Kya Hua Problem Jiski Wajah Se
ye jo website thi wo abhi bahut jaldi banaya gaya tha new website tha www.freedom251.com aur jub isne apna mobile ko 251 rupye me bechna chaha
aur aapko to ye malum hi hoga ki isko kharidne ke liye kroro logo ne inski site par
gaye jiski wazah freedom251.com ki website krash ho jaya matlab iska site ka server
jo tha wo fail ho gaya is site ka server phir upload ho chukka hai aap apna mobile order
kar sakte hai order karne ke bare me adhik jankari ke liye aap niche diye gaye link par
click kare
jo tha wo fail ho gaya is site ka server phir upload ho chukka hai aap apna mobile order
kar sakte hai order karne ke bare me adhik jankari ke liye aap niche diye gaye link par
click kare
android 3g mobile 251 me kharidne ke liye yaha click kare
freedom 251 mobile ragister kare
Freedom 251 Mobile Me Kya Kya Faslity Hai
1: hd ips display diya hai
2: back camera 3.2 mp aur front .3 mp
3: 1.3 Ghz Quad core processor hai
4: 1 Gb Ram Hai
5: 8 Gb internal memory
6: aur ye 32 gb tak memory card support karega
7: aur isme ye sub bhi hai Wifi Bluetooth Gps Aur 3G
8: Aur iska battery 1450 Mah ka battery hoga
9: aur isme dual sim card bhi lagega
Agar aapko kahi bhi dikkat aaraha hai to aap mere site ko subscribe karke iski aage ki Jankari aap apne imel par paa sakte hai
Subscribe Kare Yaha Se
subscribe karne ke bad aapke kuch code ko khali box me dall de uske bad ek conform ka link aapke imel par jayega conform jarur kare taki mai aapki aage bhi madad kar saku
to mai ummid karta hu ki aapka mobile bhi register ho chukka hoga agar aapko kahi bhi dikkat aaraha hai to aap mujhe niche comment me puch sakte hai aur aap mere facebook page ko like aur subscribe karna na bhule
Available link for download
Friday, March 10, 2017
Talk Time Loan Kaise Lete Hai Kisi Bhi Sim Card Me
Talk Time Loan Kaise Lete Hai Kisi Bhi Sim Card Me
Talk Time Loan Kaise Lete Hai Kisi Bhi Sim Card Me
Kisi Bhi Sim Card Me Talk Time Loan Kaise Lete Hai
Hello dosto agar aapke mobile me balance khatam ho jaye aur aapko kisi se important chat karna hai to aap kya karenge us time aap apne mobile me balance loan le sakte hai aaj mai aapko is post me mai aapko kisi bhi sim card mobile me balance loan lene ke bare me batane wala hu aur dosto mobile me loan lene se pehle aapko bata deta hu ki aap jab apne mobile me loan lenge to aapko uske badle kuch extra charge pay karna padta hai aur use pehle aapko bata deta hu ki aapke sim card me loan lene se pehle aapke sim card ko 80 days old hona chahiye nahi to sayad aapke mobile me loan naa bhi mile lekin aap try kar sakte hai
How To Take Loan In Mobile
aapko jyada extra charge nahi dena padta hai bas rs 2 ya 2.50 aise hi kuch extra charge dena padta hai aur mai aapko bata deta hu ki sabse pehle india me airtel operator ne 2009 me loan dene ki service chalu kiya tha uske baki ye sab operator ne bhi mobile me loan dene ki service start kar diya mai aapko Yaha par ye sab operators me talktime loan lene ke bare me batane wala hu

Talk Time Loan Kaise Lete Hai Kisi Bhi Sim Card Me
Sim card Me Talk time Loan Kaise Lete Hai
AIRTEL
IDEA
BSNL
VODAFONE
AIRCEL
DOCOMO
UNINIR-TELENOR
RELIANCE
How To Take Loan In Airtel
Aapko Apne Mobile Me *141# Dial karna hai uske bad aapko loan ka option mil jayega steps follow karke aapke mobile me 10 ka loan mil jayega
How To Take Loan In Idea
Aap Apne mobile me dial kare *150*10# uske bad aapko 10 ka talk time turant hi mil jayega
How To Take Loan In BSNL
step 1: sabse pehle aapko message box me jaker Credit type karke 53738 sms send karde aapko turant hi loan mil jayega Bsnl me
How To Take Loan In Vodafone
aapko message me jaker Credit TYPE karke 144 par sms send karde aapko turant hi rs 10 ka talktime loan mil jayega
How To Take Loan In AIRCEL
Aap agar aircel me loan lena Chahte hai to aap apne mobile me dial kare *414# uske bad aap kuch steps ko follow karke rs 10 ka talktime loan paa sakte hai
How To Take Loan In DoCoMo
agar aap tata DoCoMo me loan lena Chahte hai to aap apne mobile me *369# dial karke loan le sakte hai ya aap sms me jaker loan type karke 369 par send karke bhi loan prapt kar sakte hai
How To Take Loan In UNINOR-TELENOR
Agar aap apne uninor sim card me talktime loan pana Chahte hai to aap apne mobile me *141# dial karke rs 5 ka talktime loan paa sakte hai
To Dosto ye post aapko kaisa laga comment me jarur bataye aur aap mere site ke facebook page ko jarur like kare aur aise tricks ki Jankari pane ke liye aap mere site ko subscribe kar sakte hai
Available link for download
Subscribe to:
Posts (Atom)