Showing posts with label video. Show all posts
Showing posts with label video. Show all posts
Thursday, June 15, 2017
How to Create Video from Power Point
How to Create Video from Power Point
How to Create Video from Power Point
1.Create or open Power Point slide. Create a new Power Point presentation or open an existing one.
2.Record audio. Now you are ready to record your audio.
- Select Slide Show from the menu and click Record Slide Show.
- Click Start Recording.
- Click next and record audio until you are done with all the slides.

Available link for download
Saturday, May 20, 2017
How to Create a Video Album Using the Most Basic Tools
How to Create a Video Album Using the Most Basic Tools
How to Create a Video Album Using the Most Basic Tools
If youre a wannabe artist and love to pretend [and try to get in] that your in the media, heres a fun way to know how to make visually stunning albums and sell them, just like Beyoncé!
1.Get some software for your videos. Your going to need something like a camera, and obviously a computer program to edit the footage. Get something like Windows Live Movie Maker, which you can download for free, and just record yourself on a webcam.
2.Find a music source. If you have a cellphone with a recorder, you can record yourself singing the song (or part of it) and place it in the cameras microphone as you lip-sync to it. Try turning on your camera first and then quickly push the play button for your audio clip.
3.Try getting a nice background. Your not going to have an awesome music video if your set looks like a school kids bedroom. You need to design the area your camera views. Try doing something like a blank area, or a symbolic background.
4.Once you have all your footage, put in some effects. If you use something likeWindows Live Movie Maker, youre going to have a limit of effects. But make it work into the setting! You cant just put a random effect. Put something in there that makes sense.
5.Add some transitions! Nobody wants to see you turning on the camera, so put in a transition that will go straight to you singing. If youd like, you could put a transition that sends a subliminal message about the song. But if not, just make something that matches the scene.
6.Add an opening cover. People need to know the name of you and your songs, so add an opening title that lasts 4 - 7 seconds. You could also try introducing your video with some cover art. just in case youre really into the fake media thing.
7.Put up the video clips together so the computer sees it as one video. Make sure your video is received as one whole thing, or else, itll just be a file. Not a video. Put the clips all up together by saving it onto a file explorer.
8.Publish it! Once you have all your music videos together, go to something likeWindows DVD Maker and stylize your video album. Make a video wall or a screenshot. As soon as thats done, burn the DVD and you can sell it to your friends.
Available link for download
Sunday, May 7, 2017
Wapka Par Songs Video Download Karne Wala Website Kaise Bnaye
Wapka Par Songs Video Download Karne Wala Website Kaise Bnaye
Wapka Par Songs Video Download Karne Wala Website Kaise Bnaye
Dosto aaj internet par website aur blog bnana bahut aasan hai kyoki aaj kal internet par bahut sari website aur tool hai jo aapko muft me website blog bnane ko deti hai hai jaise blogger.com ko hi dekha jaye to ye aaj bahut popular hai jo muft me blog bnaya jaa sakta hai aur ye google ka hi ek service hai lekin mai aaj aap logo ko ye bataunga ki wapka par muft website kaise bnate hai waise wapka ko khas songs video download karne wali website ke liye bnaya gaya hai agar aap bhi apna song aur vdeo apne website par daker website bnana chahte hai to aaeye jante hai kaise bnaye songs video download karne wali website
Waise to bina coding ki jankari ke koi bhi website handle nahi kiya jaa sakta hai lekin mai yaha par aapko bina coding ke jankari ke bina bhi website bnane ki tarika bataunga bas aap mere step ko follow kare aur aap is post ki madad se songs video games download wali website bana sakte hai aur jaha tak earning ki baat hai aap isse paise bhi kama sakte hai to chaliye dosto jante hai kaise
Blogger Par Free Website Ya Blog Kaise Banaye
WordPress Par Free Blog Kaise Banaye hindi me
WordPress Par Free Blog Kaise Banaye hindi me
Songs Video Download Karne Wala Website Kaise Bnaye Wapka Par
Dosto wapka par songs video download karne wali website bnane se pehle aapko kuch important baat mai aapko batana chahuga jo aapko jarurat padegi wapka par free website bnane ke liye aur hai gmail id bas to dosto start karte hai songs video wali website bnana
Step 1: sabse pehle aapko google me jaker wap.wapka.com open kare waha par aapko passport sign up par click karna hai
Jisme aapko 1. Apna email id dalna hai 2.password dalna hai 3. pahir wahi password dobaradalna hai 4. aap apne website kaa naam dale phir sign up par click kare
Note :
agar site name error aata this site is already taken iska matlab ye site aage hi ban chuka hai aap dusra naam dalke try kare
Step 2: sign up par click kar dene ke baad aapke email par conformation message aayega jispar aap click karke email id conform karle
uske baad aapko apne browser me successfully conformed ka notice dikhae dega iska matlab aapka website ab ban chuka hai ab aapko apne website ko handle karne ke liye dobara login karna padega aaeye jante hai
sabse pehle wap.wapka.com me jaker login par click kare apna email aur password dalke login kare uske baad aap apne website ko handle kar sakte hai
Dosto ab mai aage ki process mai apne aane wali post me batane wala hu ki kaise hum apne wapka website ko handle kare usme songs video kaise upload kare
aur dusra ye bhi bataunga ki hum wapka site se paise kamate hai tab tak ke liye itna hi aage ki jankari mai bahut jald publish karunga
Last Word 4 U :
Dosto abhi maine aap logo ko ye bataya hai ki wapka par songs video app download karne wala website kaise bnate hai aur mai last word me sirf ye hi kehna chahta hu ki agar aapko kahi par koi dikkat aata hai to aap hame comment karke puch sakte hai
More post:
Android Mobile Me 100% Free Net Kaise Use KareNumber use kiye bina whatsapp kaise chalayeApne Mobile Se Dusre Mobile Internet Data Transfer Kaise KareWhatsapp (Facebook) Free Me Kaise Use Kare Aur Paise KamayeComputer/Laptop Ke Folder Aur Background Colour Kaise Change Kare
Dosto agar aapko ye mera post pasand aaya hai to aap hamre sis post ko jarur share kare aur facebook page jarur like kare yaha se Like Kare
Available link for download
Sunday, April 9, 2017
Computer Me Video Editing Kaise Kare Video Editor Se
Computer Me Video Editing Kaise Kare Video Editor Se
Computer Me Video Editing Kaise Kare Video Editor Se
Dosto mere pass whatsapp par bahut se request aaye hai ki hum apne computer (laptop) me video edit kaise kare mai unse bola karta tha ki jald hi mai aap logo ke liye video editing par ek post likhne wala hu Dosto such bolu to video ko edit karna koi muskil kaam nahi hai koi bhi mere is post ko read karke aasani se video edit kar sakta hai Dosto isse pehle maine ke post likha tha Windows ki Product Id Aur License Key Kaise Pata Kare aur abhi mai aap logo ko Aasani se video edit karne ka easy tarika batane wala hu isme Aap bahut se beautiful effect dall sakte hai video ko best bana ke usme man chahe customize karke apna naam image change bhi kar sakte hai yaha Aap logo ka sawal la jab mil jayega ki video ko edit kaise karte hai
Dosto video ko edit karne ke liye ek video editor softwere ki jarurat padti hai ye to batane ki koi jarurat nahi hai mai jo video editor ke bare me batane wala hu isme bahut sare features hai jo aapko best video edit karne ka mauka deti hai is softwere ka naam Wonder share video editor hai to chaliye dosto step by step jante hai ki wondershare softwere se video kaise edit kare Aap mere steps ko follow kare
Computer (Laptop) Me Video Editing Kaise Kare Video Editor Se
Dosto video edit karna bahut Aasan hai aur agar aap apne computer me video Aasani se edit karna chahte hai to is video editing ka post dhyan se read kare
Step 1:
Sabse pehle appko is softwere ko download karna padega wonder share video editor ko Download ke button par click karke
Download
Step 2:
Jab Aap isse download karle to simply usse apne computer me install karle phir usse open kare jaise hi aap open karenge tab aapke samne kuch is prakar ka menu khulega isme aapko full feature mode ko open kare
Step 3:
Ab mai yaha par is softwere ke sare features ko line se bata de raha hu ki kon se option me kya kya hota hai aap padhker samajh jayege chaliye jante ha
i
i
Import Is menu par aap click karke video image ko select kar sakte hai
Video is option me click karne par aap video image select kar sakte hai
Music ab yaha is option me aap music add kar sakte hai
Text Text ke naam se hi pata chalta hai ki is option me text add hoga
Effect aur yaha effect me aap kisi bhi vdeo me badiya effect dal sakte ho
Pip ye bhi ek prakar effect hai jo aap kisi video me add kar sakte hai
Transition is menu me aap kisi video me transition effect style de sakte hai iski madad se aap video ke suru me kuch stylish effect aur end me bhi designed effect style add kar sakte hai
Sound yaha par is menu me bahut sare background music milega jo aapko jarurat pade wo add kar sakte hai
Split screen is menu me aap koi bhi video ko spilt design de sakte hai
expilt iski madad se aap kisi video movie se video ko cut kar sakte hai
export iski madad se aap video ko save kar sakte hai
Dosto uper jo maine step bataye hai inki madad se aap kisi bhi video ko edit karke us video ko professional look de sakte hai jo bahut hi simple step hai to dosto mai aap logo se ye kehna chahta hu ki ye post aapko kaisa laga agar aapko is post ko lekar koi saball hai to aap comment me puch sakte hai aur aap mere site ke facebook page yaha se jarur like kare like karne ke liye niche like button par click kare
Ye Bhi Padhe:
Whatsapp (Facebook) Free Me Kaise Use Kare Aur Paise Kamaye
Clixsense Se Online Paise Kaise Kamaye Daily 1000 Per Day
Mobile Se Free Me Call Kaise Kare
Android Mobile Ke Pattern Lock Ko Unlock Kare 1 Minute Me
Apne Mobile Se Dusre Mobile Internet Data Transfer Kaise Kare
Clixsense Se Online Paise Kaise Kamaye Daily 1000 Per Day
Mobile Se Free Me Call Kaise Kare
Android Mobile Ke Pattern Lock Ko Unlock Kare 1 Minute Me
Apne Mobile Se Dusre Mobile Internet Data Transfer Kaise Kare
To Dosto Mujhe Ummid Hai Ye Post Aapko Jarur Pasand Aaye thanks for read this post and comment jarur kariye ga
Available link for download
Monday, April 3, 2017
Amazon Prime Video Launched How to Join Free Trial A big competition to DTH Cable
Amazon Prime Video Launched How to Join Free Trial A big competition to DTH Cable
Amazon Prime Video Launched How to Join Free Trial A big competition to DTH Cable
Read more »
Available link for download
Sunday, April 2, 2017
Apne Mobile Me Ac3 Video Kaise Chalaye
Apne Mobile Me Ac3 Video Kaise Chalaye
Apne Mobile Me Ac3 Video Kaise Chalaye
AGAR AAPKO KISI KA WIFI KA PASSWORD DEKHNA HAI TO YAHA CLICK KARE
hello dosto aaj hum ye janenge ki apne android phone ac3 video ko kaise dekhte hai voice ke sat kya aap jub aapne mobile me movies dekhte hai to ac3 voice not supported likhraha hai ya play nahi ho raha hai isliye aaj mai aapko yahi batane jaraha hu
ye tricks 100% work karega aur isse aap ac3 video dekh payenge apne android mobile me ye jo tricks jo mai aapko batane jaa raha hu taki aapko kisi bhi movies dekh sakte ho
to chaliye dosto start karte hai
to chaliye dosto start karte hai

STEP 1- SABSE PEHLE AAPKO YAHA SE MXP LAYER PRO KO DOWNLOAD KARNA HOGA
MX PLAYER PRO DOWNLOAD KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
STEP 2- USKE BAD AAPKO mx player pro APNE MOBILE ME INSTALL KARNA HAI
AGAR AAP KISI KE MOBILE KO TRACK KARNA CHAHTE HAI TO YAHA CLICK KARE
agar aap kisi bhi anjan number ka pata lagana chahte hai to upper diye gaye link par click kare
agar aap kisi bhi anjan number ka pata lagana chahte hai to upper diye gaye link par click kare
AB AAP KISI BHI AC3 VIDEO KO DEKH SAKTE HAI AUR WO BHI BINA KOI MOBILE KO ROOT KIYE HUE
TO DOSTO YE POST AAPKO KAISA LAGA COMMENT ME JARUR BATAYE
AGAR KOI DIKKAT AARAHA HAI TO HAME COMMENT JARUR KARE
MERE SITE KO SUBSCRIBE KARNA NA BHULE TAKI AAGE AAPKO AISA HI TRICKS JUB MAI SHARE KARU TO AAPKO IS BAT KA PATA CHAL SAKE
Available link for download
Monday, March 27, 2017
Windows Phone Me Full Hd Video Kaise Dekhe
Windows Phone Me Full Hd Video Kaise Dekhe
Windows Phone Me Full Hd Video Kaise Dekhe
How to play full hd video in windows phone

hello dosto aaj ke din hum ye janenge ki apne windows phone
me full hd video ko kaise dekhe moli player ki madad se
kyoki mai janta hu kisi kisi windows phone me full hd movie
ya song nahi chalta hai is liye aapko moli player download
karna hoga moli player ko download karne ke liye kya kare
to chaliye dosto suru kare
STEP-1 , apne windows phone ko le aur setting me jaye
STEP-2 , setting me jane ke bad country select option me
jaye aur country india ko hatakar china ko select kare
ab hum ye jan le ki country china ko select kyo karte hai
dosto windows phone me moli player download karne
par aapko paise pay karne padte hai lakin china country
select karne par paisa pay nahi karna padta hai kyoki
windows ne china ko chor kar harek dusre deso me pay karna padta hai
STEP-3 , country china ko select karne ke bad phone ko restart kare
ab moli player ko download karna hai to ab download
karne ke liye apne store me jaye aur moli player ko
search kare aur moli player ko aajane ke bad download
karle aur install karle ab phone ko restart kare ab aap
full hd video bina kisi dikkat ke dekh sakte ho
to friends ye trick aapko kaisa laga comment me jarur bataye
Available link for download
Wednesday, March 1, 2017
video ka size kam karne ka app or softwere
video ka size kam karne ka app or softwere
video ka size kam karne ka app or softwere [compressed video]
hello dosto aaj mai aapko sabse jyada popular bat ko batane jaa raha hu
aap logo ko ye to pata hi hoga ki aaj ke jamane me HD video ka jamana aagaya hai aur ye bhi pata hoga ki uska camera bhi hd camera laga rahta hai aur jo video hum use recording karte hai to wo bhi hd me hi bante hai aise me agar aap apne video ko kahi share karte hai jaise youtube par aap video upload karte hai ya apna video banakar WhatsApp ya facebook mat kahi share karne me aapko koi dikkat aasakti hai isliye mai aap logo ke liya ek aise softwere ke bare me batane jaaraha hu ki jiski madad se aap apne video ka size kam kar sakte hai

is softwere ki madad se aap apne video ka size kam kar sakte hai agar aap jitna chahe utna kam kar sakte hai exampal> mai aapko ye bata du aksar aaplog net se koi softwere rar file ya zip file ko download karte hai ye file aaplog download karte hai to iska size kam hota hai magar isko open karne par iska size jyada ho jata hai waise hi is softwere ki madad se aap jitna chahe utna apne video ka size mb kam kar sakte haI
ye softwere ki madad se aap 1gb ki file ko 15 mb me bhi kar sakte hai bina iski quality khowe aap ye sochrahe honge ki iska size kam karne par iska quality kam hogata hai to aap galat soch rahe hai isse video koi bhi quality kam nahi hota hai
video ko compress kaise karte hai
agar aap apne video ko android mobile me video ka size kam karna chahte hai to aap
video compresser app download karna hoga
android me video compresser download karene ke liye yaha click kare
Ab mai aapko ye batadu ki isko use kaise karte hai
aap jub ise apne mobile me install kardenge to isme INPUT VIDEO ka option aayega
uske bad OUTPUT ka option aayega isme aapko ye video banakar kaha save karna hai ye puchega
mai aapko ye bhi bata du ki agar aap jis video ko convert karna chahte hai usko aap select karle input video me le sakte hai
uske bad aapko output name ke option me aap apne video ka naam dede
aur output size me uska size select kar le jitna aap chahe
aur sabse bad me convert par click karde uske bad thoda time lag sakta hai uske bad aapka video ka size kam ho chukka hoga
haa to dosto is tarah aap apne android smart phone me apne video ka size kam kar sakte hai
computer se video ka size kam kaise kare?
hello dosto agar aap apna video ko computer me kam karna chahte hai to mai aapko aisa softwere ke bare me bataunga ki aap apne computer,laptop ya ki bhi pc me kar sakte hai
wo bhi bina hd ka quality ko khowe bina agar aapko ye lagta hai ki video ka quality kam ho jayega to aap galat soch rahe hai ye bina quality khowe bina kam karta hai
agar aap apne pc me video ka size kam karna chahte hai to mere steps ko follow kare
STEP 1: aapko sabse pehle handbrake softwere download karna hoga
handbrake download karne ke liye yaha click kare
uske bad aap yaha click kare download karne ke ligiye
STEP 2: ab aap softwere ko download kar chuke honge uske bad softwere ko open kare
STEP 3: ab aapko handbreak me source ka option dikhega jasper aap click karke apne us video ko chose kar sakte hai jisko aap uska size kam karna chahte hai aur uske bad aap destination par aap click karke apne video kaha save karna chahte hai ye aap yaha click karle
STEP 4: phir aapko output setting me jaker aapko video ko aap jis format me convert karna chahte hai usko select karle
STEP 5: ab last me aapko start buttom par click karde iske bad aapka video converson ho jayega
NOTICE> ye bhi aap jan le ki video ke size ko chota karne me time lagta hai aap jitna apne video ka size kam karenge utna hi jyada time lag sakta hai
READ MORE>
AGAR AAP APNE POST KO 5 MINUTE ME GOOGLE PAR INDEX KARNA CHAHTE HAI TO AAP YAHA CLICK KARE
APNE MOBILE NUMBER KO USE KIYA BINA WHATSAPP CHALAYE
APNE MOBILE SE PAISE KAMAYE YAHA CLICK KARKE
haa to dosto agar aapko dikkat aati hai to hame comment me puch sakte hai
Available link for download
Subscribe to:
Posts (Atom)