Showing posts with label deleted. Show all posts
Showing posts with label deleted. Show all posts

Saturday, June 10, 2017

Whatsapp Par Deleted Sms Ko Recover Kaise Kare

Whatsapp Par Deleted Sms Ko Recover Kaise Kare


Whatsapp Par Deleted Sms Ko Recover Kaise Kare

WhatsApp Par Delete Huwe Sms Ko Kaise Wapas Paye



hello dosto aaj mai aapke liye ek aisa trick lekar aaya hu jiski madad se aap apne mobile ke WhatsApp se deleted sms ko kaise wapas paye ye hi trick mai aapko batane wala hu kyoki aisa trick jyada tar logo ko nahi malum hoga is liye aaj mai aapko ye bata raha hu


whatsapp-par-sms-recover-kare

WhatsApp Par Kaise Kya Hota Hai:

ye jo tricks hai sayad aapko bhi malum nahi hoga isliye
mai aapko ye bata du ki daily WhatsApp wale morning me
4 baje aapke pure sms ka backup leta hai matlab agar
aapka galti se pichla sms ya converseon delete ho jaye to
aap use dubara recovere kar sake to chalye dosto start
karte hai


WhatsApp par Purana Sms Backup Wapas Kaise Paye:


Step 1: sabse pehle aapko wo WhatsApp ko uninstall kar dena hai jo jisme se aapka sms
delete ho gaya hai

Step 2: uske bad aapko phir se WhatsApp ko playstore se download kare ya agar aap
WhatsApp ka backup rakhe hai us WhatsApp ko phir install kare

Step 3: ab aap apne mobile me WhatsApp jaise hi install karenge to uske bad aap apna numbe dalker next ki buttom par click karenge to wo aapse purana backup lene ke liye
puchega jisme aapko Yes Par click karna hai


ab iske baad aapke WhatsApp ka purana sms wapas aaja yega to dosto aapne ye trick jarur try kare aur ek bad aapse phir kehna chahta hu ki WhatsApp wale aapke sms ka backup morning me 4am ko leta hai aur ye jo setting hoti hai ye defult hoti hai aur agar aap iski setting ko change karna chahte hai to aap isko apne anusar change kar sakte hai


Ye Post Bhi Padhe:


Agar aapko android mobile se related aur bhi jyada tricks chahiye to aap yaha click kare

Aur Agar Aap Ye Chahte Hai Ki Computer Se Related Tricks Mile To Aap Yaha Click Kare

Android Mobile Me Paise Kamane Ke Liye Yaha click Kare


ummid karta hu dosto aapko ye post jarur pasand aaya hoga agar aap aise hi tricks ki
Jankari aap apne imel par pana chahte to aap mere site ko like aur subscribe jarur kare
taki mujhe bhi khusi ho agar aapka koi sawal ya question hai to aap mujhse comment me
puch sakte hai

Available link for download

Read more »

Friday, May 19, 2017

Computer Ya Laptop Me Deleted File Ko Kaise Recover Kare

Computer Ya Laptop Me Deleted File Ko Kaise Recover Kare


Computer Ya Laptop Me Deleted File Ko Kaise Recover Kare (For PC)


Dosto Computer Ya Mobile aaj ka sabse bada aadat ban chuka hai waise me aapka sara data aapke computer me hi rehta hai jo ki bahut important file ya data hota hai jo anjane me galti se delete ho jata hai aur jyada tar log apna time bachane ke liye shift+del buttom ka use karte hai file ko delete karne ke liye isse aapka data recycle bin me nahi jata hai ye bahit badi galti hai to aaj ka mera post unke liye hai jo apne computer ya laptop me deleted file ko recover karna chahte hai


to mai un bhaieyo se kehna chata hu ki agar aapka important file ya data ko recover karna chahte hai to ye post padh ke apna data photos ya videos kuch bhi apne computer me paa sakte hai dubara


computer me deleted files bhi dobara recover kiya jaa sakta hai

deleted file recover kare


Dosto ab mai aapko ye bhi bata deta hu ki files delete hone ke bad kaha par jati hai to mai aapse kehna chahta hu ki wo files hamesa ke liye delete nahi hota hai asal me wo computer ke hard drive me tab tak hota hai jab tak waha par koi file create naa ho to aapko tenson lene ki koi jarurat nahi hai mai aapko ek aise softwere ko aapke samne pesh kar raha hu jiski madad se aap koi bhi delete file ko dobara recover kar sakte hai aaeye jante hai kaise recover kare step by step

Read More:

Computer Me Windows Ka Backup Kaise Bnaye
Number use kiye bina whatsapp kaise chalaye
Playstore Par Kisi Bhi Softwere Apps Ko Free Me Kaise Download Kare

Step 1: Computer ya laptop me deleted files ko recover karne ke liye RecuvaSoftware Download Kare


Ye application sirf 4.4 mb ka hai aap download karle uske bad aap apne computer me install karke open kare

Step 2: jab aap isko open karenge tab aapko jo chij aapka delete hua wo select kare jaise aapka video hua hai to aap video select kare agar all file select karenge tab aapka jo jo delete hua hoga wo aapka recover hone lagega

recuava softwere


Step 3: All files select karne ke bad aap Next ki buttom par click kare


Step 4: uske bad aapko I m Not Sure Select Karke Next Ki Buttom Par Click Kare


Step 5:  Phir aapse ye Deep Scanning karne ko bolega aap usko on karke Start Ki Buttom Par Click Karde

uske bad aapka sara file ya data list me aajayega aap sabko select karke Recover Kar sakte hai


ummid karta hu dosto ye trick aapko jarur pasand aaya hoga aur agar aapko kahi par problem aaraha hai to aap hame comment ke madhyam se puch sakte hai


Read More:

COMPUTER KI SPEED FAST KAISE KARE 5 TARIKE SE

COMPUTER KA PASSWORD KAISE UNLOCK KARE

PENDRIVE KO BOOTABLE KAISE BANAYE

FACEBOOK PHOTO PAR AUTO LIKE COMMENT KAISE KARE


Dosto agar ye post pasand aaya hai to mere site ke facebook page ko jarur like kare aur post apne dosto ke pass share karna naa bhule aur jaha samajh nahi aaye aap comment me puch sakte hai

Available link for download

Read more »

Tuesday, April 25, 2017

How to Recover Deleted Photos from HTC One X

How to Recover Deleted Photos from HTC One X


How to Recover Deleted Photos from HTC One X


HTC One X is an excellent android smart phone. With its 8MP camera, users can get great shots regardless of lighting and movement. Sometimes, you may have accidentally deleted some photos from One X and want to get them back. Dont panic. Here we will talk about how to recover deleted photos from HTC One X.



1.First, download a free trial version of photo recovery software online and install it on your computer.



2.Connect your HTC One X phone to your computer via USB cable and make sure its been detected successfully.



3.Run the photo recovery software, select the phone drive and click "Start Scan" to search for deleted photos.

4.The scanning will take a while, after that, a list of recoverable photos will be presented.



5.Preview them and mark those you want to get back, then click "Recover" to deleted photos from HTC One X.

Available link for download

Read more »