Showing posts with label liye. Show all posts
Showing posts with label liye. Show all posts

Monday, June 12, 2017

Computer Ke Liye Top Free Antivirus

Computer Ke Liye Top Free Antivirus


Computer Ke Liye Top Free Antivirus


Hello dosto aaj mai aap logo ke liye free me top Antivirus lekar aaya hu jiski madad se aap apne computer ko safe rakh sakte hai Dosto aapko ye to malum hi hoga ki computer ke liye antivirus kitna important hota hai agar aap free me hi computer ke liye ek best antivirus dalna Chahte hai to aap mere diye gaye step ko follow karke mai aapke liye ek best antivirus lekar aaya hu aap ek bar jarur try kare ye antivirus aapke liye jarur best hoga


WINDOWS-DEFENDAR-ANTIVIRUS-FREE


Computer Ke Liye Free Antivirus Download Karna Hota Hai YA Nahi

Nahi dosto hame apne computer ke liye koi antivirus download karna nahi hota hai balki wo antivirus aapke computer me pehle se hi install hota hai jo aapko sayad malum nahi hota wahi mai aapko btane wala hu dosto hamare computer Windows 7,8,10. Me Pehle se hi windows defender naam ka antivirus install hota hai dosto agar aap apne computer ke antivirus ko dhundhna Chahte hai to aap mere step Dekhe


How To Find Windows Defendar Antivirus In Computer


Step 1: Sabse pehle aap apne computer me window buttom ko open karke Windows Defender Searcha kare

Step 2: uske bad aap windows Defendar ko open kare

Step 3: ab aap ye Dekhe ki aapka Windows Defendar Update Hai Ya Nahi agar update nahi hai to use update karle

Step 4: ab windows defender antivirus update ho jane ke bad aap apne computer waha se scan kar sakte hai aapko dusra antivirus download karne ki koi jarurat nahi


Note: Dosto Agar aap apna personal computer ya laptop use karte hai to tab hi aap ye windows defender antivirus use kar sakte hai aur agar aap apne computer se song downloading ya aapka apna duka hai to aap apne liye antivirus cd lena hi padega

Ye Post Bhi Padhe:

computer se related tricks ki jankari ke liye yaha click kare

Android se related tricks ki jankari ke liye yaha click kare

Mobile Recharge tricks ki jankari pane ke liye yaha click kare

Computer mobile funny tricks ki jankari ke liye yaha click kare


To dosto ye post aapko kaisa laga comment me jarur bataye agar ye post aapko atacha laga to aap apne dosto ke pass bhi jarur share kare aur aap mere facebook page ko jarur like kare thanks


Available link for download

Read more »

Saturday, June 10, 2017

Meta Tags Ko Blogger Me Kaise Add Kare SEO Ke Liye

Meta Tags Ko Blogger Me Kaise Add Kare SEO Ke Liye


Meta Tags Ko Blogger Me Kaise Add Kare SEO Ke Liye


hello dosto aaj mai aapko ye bataunga ki meta tags ko blogger me kaise jodte hai seo ke liye matlab jub apne blog ya website banate hai tab hum bahut sochte hai ki isme hum atche post ko dalenge to jyada traffic milegi wo to sahi hai lekin aap mujhe ye bataye ki koi aadmi zym me jaker apna sehat kyo banata hai taki wo majboot ho isi tarah mai jub hum blog me meta tags ko add kar denge to hamara post search me bahut jaldi aane lagega
aur mai aapko ye bhi bata du ki sirf hum apne blogger par atche post ko dalne se traffic nahi paa sakte hai balki usko hum facebook,twitter,google+ is sub social network par share karke aur bhi jyada traffic paa sakte hai

meta tags kaise add kare



hum apne blog ko search me lane ke liye meta tags ko add karke kafi traffic paa sakte hai
mata tags google ko ye batata hai ki hamare blog par kya kya uplabdh hai matlab hamare blog par kya kya hai ki jub koi aadmi search kare to hamara blog bhi search me aye meta tags ko hum apne blog me add karke search engine ko meta tags ye batata hai ki hamara blog par kis bare me post share kiye jate hai aur bhi blog me kya hai post ko kon publish karta hai country,aur ye bhi batata hai ki hamare blog par jo article hai wo kis kis language me hai

meta tags ko hum apne blog ke template me upload karna padta hai lekin ye phir bhi jub koi hare blog par aata hai to meta tags nahi dikhta hai lekin meta tags se hamare search engines ko bahut madad milta hai hamare blog ko samajhne me

Meta Tags Me Kya Hota hai?

hum apne blog ya site ko search engines me search me lane ke liye add karte hai
agar aap apne site ya blog blogger par banaye hai to aapko is code ko apne blog me add karna bahut jaruri hai aur abhi tak aapne apne site ke liye meta tags ko add nahi kiya hai to search engine ko aapki site ko samajhne me paresani hogi aur uske bad aapke site par traffic bhi bahut kam ayega

meta tags me five option aapse puchega jisme aapko sahi sahi fill karna hai mai aapko pura vistar se bata raha hu dhyan purwak padhe

1: description - isme aaoko 160 sabdo ke ander apne blog ke bare me batana hota hai
2: keywords-    isme aapko ye batana hota hai ki hamare blog par kis kis topic par post hote hai
3:language: isme aapko apna language select karle
4: country: isme aapna desh select karle agar aap india se hai to aap india select kar sakte hai
5: robots: is option me hum search ingine me hu apni post ko chupa sakte hai

to dosto ab hum ye samajh hi gaye honge ki mita tags kya hota hai
to agar aap mata tags code banana ki koi jarurat nahi niche jo maine code diya hai pehle us code ko aap copy karle

is code ko copy kare aur uske bad aap isko computer me notepad me paste karke edit karle
jo jo pink colour me hai usko hi edit kare jaise maine upper bataya hai 5 option aap chun sakte hai


< META CONTENT=
internet computer mobile ki puri jankari NAME=Description/>
< /b:if>
< META CONTENT=
internet,computer,blogging,make money NAME=Keywords/>
< META CONTENT=
yaha apna naam dale NAME=Author/>
< META CONTENT=
hindi,english NAME=language/>
< META CONTENT=
India NAME=Country/>
< META CONTENT=All NAME=Robots/>



ab aapne pure code ko copy karliya hai sahi se ab aapko is code ko template me paste karna hai ayea jante hai kaise

meta tags ko blogger me kaise jodte hai?

ab aapko blogger.com me jaker login ho jaye uske bad dashboard me jaker template par click kare


phir aapko edit html par click karna hai
uske bad aap html me pahuch jayenge ge head ko find karna hai



aapko search marne ki bhi koi jarurat nahi aap dekh sakte hai ki head upper se 5-6 line niche hai aap ise aise hi doodh

loge ab aapko meta tags ke code ko head se sata kar niche paste kar de uske bad save template par click karde aapka meta tags set ho chukka hai

READ MORE>
YAHA CLICK KARKE AAP YE JAN PAYENGE KI APP APNE MEMORY CARD KO KAISE THIK KAR SAKTE HAI

BINA KISI SOFTWERE KE COMPUTER KA RAM KAISE JYADA KARE

AGAR AAP APNE SITE KO GOOGLE ME SUBMIT NAHI KIYA HAI TO AAP YE POST PADHE

AUR AGAR AAPKO KOI DIKKAT AARAHA HAI TO AAP HAME COMMENT KARKE PUCH SAKTE HAI AUR HAME LIKE AUR SUBSCRIBE KARNA NA BHULE


Available link for download

Read more »

Wednesday, May 3, 2017

Blogger security ke liye http ko https me kaise enable kare

Blogger security ke liye http ko https me kaise enable kare


Blogger security ke liye http ko https me kaise enable kare

hello dosto mai aapko aaj ye batane wala hu ki hum apne blog ka security kaise badhate hai
to dosto mai aapko pehle ye bata deta hu kiye kyo jaruri hai

blogger me http ko  https me kaise badle

blogger seeting http ko https me kaise enable kare

* to dosto hamara jo blog hota hai wo blogspot.com par hota hai matlab free me hota hai
*  isi liye hum apne blogger ki security ko jyada karne ke liye blogger me ek option ho hai
https isko eneble karke hum apne blogger ki security ko dubble kar sakte hai


* sabse pehle aapko blogger.com par jaker login kar le uske bad aapko
* setting par click kare setting par click karne ke bad aapko
* basic par click karna hai basic par click karte hi aapke pas http ko https me badalne ka option aata hai



* uske baad aapko https ko yes kar dena hai ab aapka security https enable ho chuka hai
* ab aap apne blog-site ke browser me jayenge to aapke samne https dikhega

*  to dosto ab aap to ye jan hi chuke honge ki apne blogger me https ko kaise eneble karte hai

AAPKO MAI YE BATA DU KI HTTPS SIRF BLOGSPOT ME HI ENABLE KARE AGAR AAP CUSTOM DOMAIN LE LIYA HAI TO AAPKO HTTPS KO ENABLE KARNE KI KOI JARURAT NAHI

READ ALSO - Apne site ka sitemap kaise add kare google search console me
                     - blogger me powered by blogger kya hota hai isko blog se kaise hataye
                     - agar aap apne site par google par jaldi lana chahte hai to aap is post ko jarur padhe
TO DOSTO AAPKO YE POST KAISA LAGA AGAR KOI SAWAL HAI TO AAP HAME COMMENT ME PUCH SAKTE HAI

Available link for download

Read more »

Tuesday, May 2, 2017

Train Ka Jankari Ke LIye Kuch Important Websites

Train Ka Jankari Ke LIye Kuch Important Websites


Trains KI Jankari Ke LIye Kuch Important Website Hindi Me


trains-ki-jankari-in-hindi


hello dosto mai aaj aap logo kuch important website lekar aaya hu jisper aap train ka time table aasani se cheak kar sakte hai aur wo bhi Hindi Me


exampal: ke liye jaise aapko Delhi se Mumbai jana hai to hamare dwara diye gaye site par
visit karke aap apni train ki puri Jankari ki waiting me train konsi hai ya kam se khulegi uska pura time table hindi me le sakte hai

Indian Rail Time Table Ki Kuch Special Jankari


http://hindi.indiarailinfo.com/ Yaha se Dekhe

 is website par puri Jankari hindi me uplabdh hai aapko bhi nahi aayega is site par
mai aapko kuch aur site niche dall raha hu ispar bhi train time table ki puri Jankari le
sakte hai

http://erail.in/

Agar aapko in site par Jankari par yakeen nahi ho raha hai to aap
indian rail ki original website par bhi apni details cheak kar sakte hai

http://www.indianrail.gov.in/

ye india ka sarkari website hai aap ispar bhi cheak kar sakte hai

cheak karne ke liye yaha click kare


umid karta hu ki aapko ye Jankari pasand aaya hoga agar aap apne imel daal kar mere site se join kar sakte hai taki leatest tricks ki Jankari aapko apne imel par mil jaye aur mere facebook page ko like jarur kare

Available link for download

Read more »

Saturday, April 1, 2017

Blogger Ke Liye Badhiya Template Download Karne Ke Liye Free Websites

Blogger Ke Liye Badhiya Template Download Karne Ke Liye Free Websites


Blog ke liye template download ki top websites

Apne blog ke liye badhiya template kaha se download kare


sabse pehle aapko ye bata du ki hum apne blog ke template kyo change karte hai aur kaisa template apne blog me upload karte hai apne blog par jyada visiter lane ke liye atchi template ka hona bahut jaruri hai aapke blog ka look jitna atcha dikhega utna hi visiter aapke blog par aana pasand karenge jaise atche chij dekhne se hi pata chal jata hai waise hi jab viewer jab aapke blog par ayenge to unko bhi aapka blog atcha dikhna chahiye aur apne blog ke liya full responsive template use kare iska matla aapka blog fast open ho aur seo friendly bhi hona chahiye to dosto sabse pehle aapko mai ye bata du ki aap kaha se apne blog ke liye template download kare







1: gooyaabitemplates

is site par aapko jo template milega wo pura  seo ready hai aapko sirf meta tag add karna hai google bahut hi jaldi aapki blog ko search me lane lagega is template aap yaha se bhi download kar sakte hai



2    newbloggerthemes 
      is site par aapko 2015 ki sub template mil jayega jisme
      lamsum sare social network ke links automatic honge
      aap seo aur mobile friendly dekhkar hi download kare



3    spicy tricks
       is site par cars,social sharing, IPhone,apps ke liye matlab
      aaj jis subject par blogging karte ho us tarah ki template yaha
      mi jayegi seo friendly full responcive template jarur le



4   my blogger themes
     agar aapko template ke right side bar me 1 2 3 4 colume chahiye
     to is site par aapko 4.4 colume support template mil jayengi



btemplates
agar aapko simple template chahiye to yaha par aapko free me template mil jayengi aur aap website par jakar cheak kar le ek nagar niche jarur padhe ki

Aage ye janiye ki aapke template ko kaisa hona chahiye

ye jo maine upper wale templates ki sites diya hai aap apne pasand
ke anusar template ko download kare

sabse pehle aapko mai ye batadu ki aapke template ko responsive
template hona chahiye taki aapka blog ya site fast open ya khul sake isse aake viewer ko aapka site jarur pasand ayega aur wo aapke site par dobara aana jarur pasand karega

aur aage aap ye bhi jan le ki aapke template ko kaisa hona chahiye

mai aapko aage ye batadu ki aapke blog ya site ke template ko kaisa hona chahiye

jaise aap ka template seo friendly hona mobile friendly hona
seo matlab search engine optimize taki jub koi viewer search kare
to aapka site search me aasake

aur aapke template ko mobile friendly bhi hona chahiye taki aapka site mobile me bhi atcha dikh sake kyoki aap ye to jante hi honge ki aaj kal laptop computer se jyada mobile me internet use hote hai

isliye aapke template aisa hi hona chahiye agar aap apne blog ka template ko change kare to aapke template ko ye sari bato khayal

rakhte hue aap apne blog ka template ko change kare aise karne se
aap ke site par jyada se jyada viewer ayenge

agar aapko koi dikkat aaraha hai to hame aap comment karke jarur
puche mai aapki help jarur karunga

AGAR AAPKO BLOGGER SE RELATED TRICKS CHAHIYE TO NICHE CLICK KARE

BLOGGER SE RELATED TRICKS KE LIYE YAHA CLICK KARE


aur agar aapko android mobile se related tricks chahiye to to niche click kare
ANDROID MOBILE KE TRICKS KE LIYE YAHA CLICK KARE


computer secret jankari ke liye yaha click kare

to dosto ye jankari aapko kaisa laga jarur bataeye ga comment box me aur agar aapka koi sawal hai to aap hame comment box me puch sakte hai

Available link for download

Read more »

Tuesday, March 28, 2017

Keyword Ko Blog Ya Website Me Kaise Use Kare SEO Ke Liye

Keyword Ko Blog Ya Website Me Kaise Use Kare SEO Ke Liye


Keyword Ko Apne Blog Website Me Kaise Use Kare



aap logo ko ye to malum hi hoga ki apne blog aur post ko seo friendly banana ke liye hum keyword ka use karte hai aur dosto keyword ko use karke ham apne blog ka traffic ranking aur apne blog ya website ko seo friendly bhi bana sakte hai To dosto mai aapse sabse pehle ye bata dena chahta ki apne blog ya post ko seo friendly banana koi muskil nahi hai bas aapko apne blog me seo follow karna hota hai lekin mai aaj Yaha par apne blog ya website ke liye sahi keyword bnane ke bare me batane wala hu aur jaha tak new bloggers ki bat hai mai bhi new hi hu but mujhe sahi gajah keyword use karta hu aur aur apne blog ke post ko seo friendly bnata hu dosto new blog wale aksar ye bhul jate hai ki hame SEO follow karke hi jyada traffic mil sakta hai isi liye mai aaj ye post me batane wala hu ki apne blog me kaha aur kaise keyword use kare

Keyword Ko Blog Ya Website Me Kaise Use Kare

How To Use Keyword In Blog Website


to dosto mai aapko bata deta hu ki hum apne blog me keyword kaise use kare aur itna hi nahi mai aapko Yaha par aur bhi kuch apne blog ko seo friendly bnane ke bareme batane wala hu bas aap mere is post ko dhyan se padhe aur SEO friendly blog bnane ke 6 steps mai aapko Yaha par bata raha hu

Seo Ke Liye Keyword Kaise Use Kare Blog Me


1: Keyword . Dosto hum apne blog ke post ko likhte samay aur suru me aur last me jyada dhyan dena chaheye kyoki jo search engine hai wo aisa hi keyword pasand karta hai aksar new blogger keyword ke bare me sunker apne post me bahut sare keyword use kar lete hai
lekin aisa karne se bhi aapke post aur blog dono ka hi seo dur bhag jayega isi liye apne blog me 5 se 6 hi keyword use kare

2: Post Title :  dosto aapke blog me jo hum title dete hai use bhi aapke blog ke seo par asar padta hai dosto blog ka tital dete samay aapko apne tital par jyada dhyan dena chahiye jaha tak ho sake aap apne blog ke tital me hi ek high quality ka keyword use kare

3: Custom Permalink: dosto aapne permalink  ka naam to jarur suna hoga aur aap use bhi sayad karte ho magar jo ye custom permalink use nahi karta mai unse bolna chahta hu ki wo apne post ko likhne ke bad custom permalink use jarur kare agar aapko apne blog me post me custom permalink use karna hai to aap post ke right side me Dekhe labels ke niche LINKS ka option dikhega usper aap click kare phir aap custom link par click karke custom link use kare Custom permalink me ye use karna hota hai ki blog ka jo tital aur keyword hai usko Yaha par chota karna hai jaise mai ek tital lekar aapko batata hu

Ex : Keyword Ko Hum Apne Blog Website Me Kaise Use Kare
ab iska custom permalink me aapko us word ko hatana hota hai jo tital aur keyword related naa ho jaise Keyword-Blog-website-me-Kaise-Use-Kare dhyan rahe aapko har word ke bad - ye lagana hai jaise maine bich me use kiya hai ab aap custom permalink ko apne blog me use karne ke bare me jaan hi chuke honge agar phir bhi koi dikkat aata hai to socheye mat turant comment kar digiye mai aapko turant uska reply karne ki kosis karunga

4: Seo Friendly Image Use Kare: ab aap ye soch rahe honge ki hum apne blog ke post likhte samay jo image use karte hai use seo friendly kaise banaye to mai aapko bata deta hu ki seo friendly image kaise banaye

Step 1: sabse pehle aap us image ko rename kare jis topic par post hai us topic par phir jo step par aap jis image ko use kar rahe hai us step wale image ko usi step ke naam se hi rename kare phir usko aap apne post me upload kare ab aapko phir image par click karna hai phir aapko property par click karke phir aapko tital text par post se related aur step se related naam se rename karna hai tab aapka image seo friendly banega nahi to aap apne image ko rename karke apne blog ke tital ka keyword hi use kare

5: Blog Post Lable: aksar maine new bloggers ko dekha hai ki wo apne blog me bina kisi kaam ke hi labels use karke apne blog website ko seo friendly banne se pehle hi uske bigad dete hai to mai aapse bolna chahta hu ki labels ko bina matlab ke use naa kare

6: Blog Description : Aapko blog description ke bare me pata hi hoga ki jab koi bhi visitor koi post ya tricks ko search marta hai tab tricks aane ke bad uske niche kuch description bhi aata hai lekin aap jo usme description dalte hai wo aapke post ke liye perfect nahi hota hai
mai aapko ye bhi bata deta hu ki description me kaise word use kare isme aap sabse pehle apne blog ke post ka keyword 1 ya 2 gajah par use kare phir 4 se 5 line me ek atcha sa description ko type ke description aisa hona chahiye ki utne me hi visitor ko samajh me aajaye ki is post me kya hai is liye aap blog description ko sahi se use kare

7: Blog Post Comments: dosto Blog ki traffic badhane me comment ka bhi bahut jyada hissa hota hai isme bhi aap comments ke reply dete samat keyword ko use karke apne blog ya website ki traffic ko badha sakte hai aur waise bhi comments bahut jaruri hai website ya blog ki traffic ke liye

Ye Post Bhi Padhe:

Computer ki special tricks ki jankari ke liye yaha click kare

Android me sabse jyada tricks ki jankari ke liye yaha click kare

Blogging se related tricks ki jankari ke liye yaha click kare

Mobile Recharge tricks ki jankari ke liye yaha click kare

To DOSTO ye post aapko ye post Keyword Ko  Blog Ya Website Me Kaise Use Kare SEO Ke Liye kaisa laga aap comments me jarur bataye aur aap is post ko share karke mera bhi thoda help kar sakte hai to dosto aap mere site ke facebook page ko like kane aur site subscribe karna naa bhulee




Available link for download

Read more »

Sunday, March 12, 2017

Logo kaise banaye website blog ke liye

Logo kaise banaye website blog ke liye


logo kaise banaye website-blog ke liye

website-blog ke liye logo image kaise banaye

logo-banane-ka-image

hello dosto aaj ke is topic me hum apne website-blog ke liye image logo banana sikhenge
matlab hum jub apna website banate hai tab us ka image kaise banaye
aap chahe waisa logo bana sakte hai niche dekhea

newefuture.blgspot.com-ka -image
logo kya hota hai ise kaise banate hai ?
logo hamare website ka image design hota hai jise hum apne website ke liye lagate hai isse hamara website-blog ka look ka design atcha lagta hai agar aap apne website ke liye image ko paint se banate hai tab aapka design atcha nahi kar pate hai mai jo aapko batane wala hu wo ek online site hai isper hum free me logo bana sakte hai aapto jante hi hai ki jab hum kisi online sites par logo image ko logo banate hai tab us site kuch nisan hamare image me lag jata hai magar is site par aapko aisa koi dikkat nahi ayega to chaliye start kare

sabse pehle aapko is site par jana hai  http://www.flamingtext.com/ 
aapko aisa hi logo dikhega


ab aapko kuch karne ki jarurat nahi aap apne wesite ka tital name dalker search kare

iske bad aapke samne bahut sare logo aapke samne aaja yege
ab aapko apne man pasand ka logo chunna hai agar aur logo dekhne ke liye next page par click kare
uske bad aap apne man pasand se design kar sakte hai aayea jante hai kaise
NEWEFUTURE-KA-IMAGE
aise hi aap apne man se isko customize kar sakte hai isme aapko agar aap meri tarah header ke right side me lagana chahte hai to aapko isme html text milego usko aap copy karke apne blogger.com me jaker uske layout me jaye jaha aapko header sidebar menu mile waha aap isko paste kar de uske bad save karde

ALSO READ>

           APNA MOBILE NUMBER USE KIYE BINA WHATSAPP KAISE CHALAYE

AAP APNE BLOG-SITE KE LIYE JO IMAGE KO UPLOAD KARTE HAI USKO SEO FRIENDLY KAISE BANAYE

AGAR AAP APNE MOBILE PHONE SE PAISA KAMANA CHAHTE HAI TO AAP IS POST KO PADHE


aur agar aapko aur kuch bhi problem aaraha hai to aap hame niche comment karke puch sakte hai LIKE AUR SUCSCRIBE JARUR KARE

Available link for download

Read more »

Wednesday, March 1, 2017

Blog Website Ki Traffic Badhane Ke Liye Top Tricks

Blog Website Ki Traffic Badhane Ke Liye Top Tricks


Blog (Website) Ki Traffic Badhne Ke Liye Top Tricks


Blog Ya Website ka traffic badna itna aasan kam nahi but itna muskil bhi nahi hai aaj mai apne is post me traffic ki charcha karne wala hu agar aapka blog ka bhi traffic bahut kam hai aur agar aap apne site ka traffic jyada karna Chahte hai to aap mere post ko dhyan se padhe aaj mai Yaha par aapko apne site ke traffic badhane ki top 8 popular tricks bataunga jiski madad se aapke site blog ya website ki traffic bahut jyada ho jayegi apne blog ya website ki traffic badana jyada muskil kaam nahi bas hame kuch rules follow karne padte hai to chaliye dosto jante hai ki hum apne blog ya website ki traffic kaise badaye



website-ki-traffic-kaise-jyada-kare

Website Ya Blog Ki Traffic Jyada Karne Ke 10 Most Popular Tricks


Dosto Yaha Par mai aapko 8 tricks bataunga jisko follow karke aap apne website ki traffic kafi had tak badha sakte hai



1: Unique Post Title:
2: Unique Post Description:
3: Use Fast Loading Template:
4: Post Social Media Par Share Kare
5: Submit Site At Search Engine:
6: Guest Post:
7: Ad Word:
8: Domain:
9: Keywords
10: Meta Tags:

Blog Ya Website Ki Traffic Kaise Badaye



Unique Post Title:

Hello Dosto Jab Aap Apna Post Likhte Hai to use pehle aapko ek best title ko select karna hota hai jo aap sahi se select nahi kar pate jisse aapke post ka traffic nahi mil pata hai to dosto mai aapse bolna chahta hu ki jab aap apna post likhe to use pehle apna title select karle aur tital me ( Best, Super, Killer,Good,top,) aise word ka use kare jisse vigitor aapka post title pasand aaye aur wo aapke Title par click kare aur aap kisi ka bhi tital copy naa kare same title ko google aapke post ko ignore kar sakta hai




Unique Post Description:

agar aap apne post ka description use nahi karte hai to ye bahut buri bat hai aap apne post se related description jarur dale jisse visitor ko samajh me aasake ki aapke post me kya kya hai aap aisa description dale ki visitor samajh jaye ki aapki post quality wali hai aur wo aapke post ko jarur padhe




Use Fast Loading Template:


Aap apne blog ya website me fast loading wala template use kare jisse aapke visitor ko koi pare sani naa ho aur haa apka template aisa hona chahiye seo friendly aur mobile friendly jisse aapka blog ya website search me jaldi aaye aur aapka blog ya website ka look mobile me bhi atcha dikh sake aur dosto aap is bat ka jarur dhyan de ki aapne apne blog ka design kaisa kiya hai agar aapne apne site ka design atcha kiya hoga to aapke visitor aapke site par jarur aayege kyoki jyada tar visitor atcha lokk aur fast loading wale website par jate hai



Post Social Media Par Share Kare

Dosto Agar Aap Apna Post likhne ke bad post ko share nahi karte hai to ye bahut badi galti ho sakti hai aapki aap apna post likhne ke bad social media sites par share jarur kare jisse aapki traffic to jyada hogi hi sath me aapke site ko kitne log jaan payege ki aapki site par kya kya hai aur wo aapke site par jarur aayege to dosto post publish karne ke bad apna post share jarur kare



Submit Site At Search Engine:

Dosto Agar Aapne Apna Site Google yahoo Bing jaise search engine me submit nahi kiye hai to aap apna site search engine me jarur add karle kyoki agar aapne ise ignore kar diya to samajheye aapke site par traffic kabhi nahi aayega to dosto aap apna site search engine me jarur add kare aur sath hi sath aap apne site ka sitemap jarur add kare



Guest Post:

Dosto Guest Post ka matlab hota hai ki hum apna post likh ke dusre site par publish kare dosto hame apna post aise site par guest post karna chahiye jiski traffic high ho guest post se aapko fyada ye hoga ki us site ke jo visitor honge wo aapke site par bhi ayenge jisse aapki traffic kafi badh sakti hai aur guest post karte samay aapko ye dhyan rakhna chahiye ki us site ka traffic jyada ho aur guest post likhne ke bad aap us post me apna naam aur website jarur de aur sath me ye bhi likhe ki aap hamare site par jarur aaye to yahi hai guest post ka asli maksad




Ad Word:

Ad Word se hum apne blog ka ad bnake add karte hai ki jab koi visitor search engine me koi Jankari search kare to aur aapke site me keyword use related hai to aapka site bhi search me sabse upper aaye ye hai ad word ka kaam aur agar aap ad word ka use karte hai to isse bhi aapke blog ka traffic kafi had tak badh sakti hai

Note: adword aapke site ka promation bhi kar sakta hai lekin ye free nahi hai agar aap apna promation karna chahe to aap ad word use kar sakte hai



Domain

dosto agar aap apne blog me domain add nahi kiya hai to mai aapse bolna chahta hu ki aap apne blog me domain add jarur kare isse bhi aapki traffic bahut badh sakti hai waise bhi maine domain nahi liya hai lekin mai ab lene wala hu domain lene se aapko bahut fyada milega aapki site k ranking badhega aur traffic bhi to aap bhi domain jarur add kare




Keywords

Dosto Aapko ye to malum hi hoga ki hum keyword kaha par use karte hai agar aap apne post me keyword use nahi karte hai to ye bhi aapki traffic kam kar dega aap jis post ko likh rahe hai use related 4 se 5 kewords bhi dale post likhte samay jaise maine is post me tital de rakaha hai website ki traffic aise hi kuch aap bhi use kare apne post me jisse aapki traffic badh sake


Meta Tags:

dosto aap apne site me meta tags jarur add kare agar aapne meta tags abhi tak use nahi kiya hai to aap jarur use kare meta tags use karne google ko ye pata chalta hai ki aapke site par kya kya hai aur jab koi visitor search marta hai to google aapka site use related post uske samne rakh deta hai to aap meta tags bhi jarur add karle


dosto mai manta hu ki aapnse ye sab try kar liye honge aur agar aapka phir bhi traffic nahi badh raha hai to aap apne website design aur post content par dhyan de isse aapki traffic jarur jyada hogi



to dosto ye Jankari aapko kaisa laga comment me jarur bataye aur post se related koi sawall hai to comment me jarur puche aur aap mere site ke facebook page ko jarur like kare


Available link for download

Read more »