Showing posts with label jankari. Show all posts
Showing posts with label jankari. Show all posts

Tuesday, May 2, 2017

Train Ka Jankari Ke LIye Kuch Important Websites

Train Ka Jankari Ke LIye Kuch Important Websites


Trains KI Jankari Ke LIye Kuch Important Website Hindi Me


trains-ki-jankari-in-hindi


hello dosto mai aaj aap logo kuch important website lekar aaya hu jisper aap train ka time table aasani se cheak kar sakte hai aur wo bhi Hindi Me


exampal: ke liye jaise aapko Delhi se Mumbai jana hai to hamare dwara diye gaye site par
visit karke aap apni train ki puri Jankari ki waiting me train konsi hai ya kam se khulegi uska pura time table hindi me le sakte hai

Indian Rail Time Table Ki Kuch Special Jankari


http://hindi.indiarailinfo.com/ Yaha se Dekhe

 is website par puri Jankari hindi me uplabdh hai aapko bhi nahi aayega is site par
mai aapko kuch aur site niche dall raha hu ispar bhi train time table ki puri Jankari le
sakte hai

http://erail.in/

Agar aapko in site par Jankari par yakeen nahi ho raha hai to aap
indian rail ki original website par bhi apni details cheak kar sakte hai

http://www.indianrail.gov.in/

ye india ka sarkari website hai aap ispar bhi cheak kar sakte hai

cheak karne ke liye yaha click kare


umid karta hu ki aapko ye Jankari pasand aaya hoga agar aap apne imel daal kar mere site se join kar sakte hai taki leatest tricks ki Jankari aapko apne imel par mil jaye aur mere facebook page ko like jarur kare

Available link for download

Read more »

Friday, April 28, 2017

What Is IP Address Janiye IP Address Se Related Top 5 Jankari In Hindi

What Is IP Address Janiye IP Address Se Related Top 5 Jankari In Hindi


What Is IP Address Janiye IP Address Se Related Top 5 Jankari In Hindi


Dosto Agar Aap Log internet Use karte hai to sabki ip address kya hai sabko malum hi hoga ye kaise kaam karta hai aur iska kya kaam hai kya hum isse safe rakh sakte hai aur kya hum apna ip address change kar sakte hai in sab sare saballo ka jawab aaj mai apne is post me batane wala hu agar aap ip address ke bare me jyada jankari nahi hai to aapko is post me top 5 tricks ip address ke bare me hi batane wala hu mere bahut se aise friend hai jo mujhe apna ip address change ya safe rehne ki kosis karte hai in sabhi sawalo ke jawab mai aapko is ek hi post me bataunga agar aap dhyan se read kare tab aur jaha tak samajhne ki baat hai mai puri kosis karunga ki aapko samajhne me aasani ho


Dosto aaj kal mai dekh raha internet par bahut sare boys new new tricks ki talash me aate hai ki market me unko naya tricks mil jaye uske pass us tricks ka jankari mile yes sahi hai lekin jo kuch important tricks hai jo aapko hackers se safe rakhte iske liye aapko ip address ke bare me bhi thoda jankari hona chahiye chaliye jante hai

Computer/Laptop aur Android Smart Phone Me Apna IP Address Kaise Pata Kare



Dosto yaha par mai aapko computer laptop se aur mobile se ip address nikalne ke bare me batane wala hu matlab ki aapko agar ye jaanna hai ki aapke computer aur aapke mobile ka ip kya hai to aap is tricks ko padhe


Computer/Laptop Me Apna IP Address Kaise Pata Kare:


1. sabse pehle aap apna pc laptop on karle phir Run Box Open Kare Window+r Press Karke Usme Aapko CMD type karke Enter Press karna hai

2. phir uske baad aap usme ye type kare IPCONFIG phir Enter Press Kare

Ab aapke computer ya laptop ka ip address aaja yega



Android Smart Phone Me iP Address Kaise Pata Kare

Dosto mobile me bhi ip address pata karna bahut simple aaeye jante hai
sabse pehle yaha click kare myipaddress.com is website ko open hote hi aapka ip address show hone lagega kuch is prakar

ip-address-kaise-pata-kare



to dosto aap log computer ka bhi ip address is website se paa sakte hai



Dosto Aage mai aapko aapka ip address hide karne ke bare me batane wala hu

Android Aur Pc Me Apna Ip Address Kaise Hide Kare


Dosto android aur pc me ip address kaise hide kare iski jankari bhi bahut simple hai means ki ye bhi hum ek website ke madhyam se hi karne wale hai aaj internet par bahut se aise website hai jo hamare security ko control karne ke liye ipaddress hide karte hai jineme se kuch websites ke naam mai aapko bata raha hu waha par jaker aap apna ip address hide kar sakte hai dhyan rahe ye sites sirf android pc aur mac me hi khulega maine niche links diye hai websites ke

http://www.hidemyass.com/vpn/r21168
http://www.hidemyass.com/
http://www.newipnow.com/
http://www.anonymouse.org/


Dhyan rahe ye bahut hi sequre site hai isper aapka net traffic hone ke karan slow chal sakta hai


Dosto ab aapne sikh liya ki ip address kaise hide karte hai android aur pc me lekin ab mai aapko kuch aur hi batane wala hu jo android ke liye hai


Android Ka IP Address Kaise Change Kare


Agar aapka ip address ko jan gaya hai ya koi usse aapko disturb karta hai aur aap apna ip address change karna chahte hai to aap mere step ko shyan se read kare ip address change karne ke liye


ye bhi bahut simple step hai lekin iske liye aapka android root hona chahiye tabhi aap is trick ke jariye ip address change kar sakte hai mobile root karne ke liye ye step padhe

Step 1: sabse pehle google playstore se ek app download kare jiska naam android id changer hai uske baad aap ise apne mobile me install karde phir open kare
android-id-changer


Step 2: uske baad aap icon par click karna hai phir new ip address dalna hai bas ho gaya


What Is Public IP Address And Private IP Address Janiye Hindi Me

Dosto yaha par mai aapko public aur private ip address ke bare me batane wala hu jiski jankari aapke liye important ho sakta hai aane wale dino me isi liye aap isko samajh jarur le ki ye kya hota hai public IP aur Private Ip me kya fark hota hai


Sabse pehle aapko bata du ki ip address A, B, C, Tino tarah ke public ip Adress hote hai

A. isme 0 se lekar 128 isme aapko 0 range 127 wala range ye special hai easily bhasa me bata du ki ye 1 se 126 tak ke range me aajata hai jo ki hamare  bade kisi enterprises ke liye thi public ip address ke screenshot de raha hu aap dekh sakte hai

public-ip-address-ss


B. isme ke ip address medium traders company ke liye thi aur c class ke ip address bilkul customize kiya jaa sakta hai jo ki ise hum private ip address kehte hai ye sari batte kuch jyada important nahi tha aapke liye but kuch to jarur hi samajh gaye honge magar ab jo mai aapko batane wala hu wo aapke liye bahut kaam aasakta hai aur jaruri bhi hai



To dosto dekha aapne kaise hota hai sab mujhe ummid hai ye post aapko pasand aaye aur haa jaha par kuch samajh naa aaye ya kuch puchna ho to aap hame comment me puch sakte hai


Read More;

Number use kiye bina whatsapp kaise chalayeAndroid Mobile Me 100% Free Net Kaise Use KareApne Mobile Se Dusre Mobile Internet Data Transfer Kaise Karehow to broke pattern lock,mobile ka pattern kaise khole,Whatsapp (Facebook) Free Me Kaise Use Kare Aur Paise KamayeComputer/Laptop Ke Folder Aur Background Colour Kaise Change Kare

Dosto agar ye post pasand aaya hai to apne dosto ke pass jarur share kare mera page yaha se Like Page like jarur kare thanks like karne ke liye dosto

Available link for download

Read more »

Wednesday, April 19, 2017

Paypal Par Account Kaise Banaye Puri Jankari Hindi Me

Paypal Par Account Kaise Banaye Puri Jankari Hindi Me


Paypal Par Account Kaise Banaye Puri Jankari Hindi Me

hello dosto aaj hum paypal par account banana sikhege
paypal ek online bank hai jisme hum paypal par online paisa dal sakte hai aur usme se paisa nikal bhi sakte hai paypal par daily crorero rupee har rog transfer karta hai aur nikale bhi jate hai paypal ko abhi 190 deso me chalaya jata hai paypal ko 1998 me banaya gaya tha tab se ye chal raha hai aur agar aap online bisiness karte hai to aapke liye paypal par account hona bahut jaruri hai aur agar aap paypal par account banana chahte hai to aap hame step by step follow kare

paypal-account-kaise-banaye-ka-image

paypal account banane ke liye kin kin chijo ki jarurat hai

sabse pehle hum ye janlete hai ki paypal par account banane ke liye hame kin kin chijo ki jarurat padti hai?

1: email id> paypal par account banane ke liye aapko ek email is ki jarurat padti hai

2: pan card> aapko paypal account banane ke liye pancard ka bhi jarurat padta hai

3: creadit/debit card> aapke pass debit card ya creadit card bhi hona chahiye

4: address> aapka address bhi dalna hai aap apna original address dena hai

5: bank account> bank me account bhi hona jaruri hai

6: mobile number> aap apna hi mobile number dena hai

paypal account kaise banate hai

1: paypal par account banana bahut hi aasan hai aapko  paypal.com par jana hai uske bad aapko SIGN UP ki bittom par click kare phir aapke samne ek form ki list khul ke samne aajayegi usko aap atche se fill karle

paypal-ragister-form-menu-ka-image

2: ab sabse last me aapko agree and create ki buttom par click karde

3: ab aapse agle page me code ko sahi se dalna hai taki agle page par jaa sakte



4: ab aapka paypal account ban chukka hai
 
ab aage ki settings mai aapko step by step batata hu

step 1: sabse pehle aapko apna paypal account ko conform karna hoga conform karne ke liye aap apna email ko kholker conform email par click karde usper conform email ka aaya link hoga

step 2: conform email par click karte hi aap paypal par login karne ka option dega aapko apna paypal password dal ke login par click karde

step 3: ab aapke samne paypal account ki security ke liya question select karna hai uske bad uska ans dene ke bad aapko submit ki buttom par click karna hai



step 4: ab aage aapko ek notification aapko dikhega usper aap click kare

paypal-account-update-list-ka-image


step : ab aapko apne account ko update karna padega pan pancard,bank account number aur aapko ye bhi batana hai ki aap aapna account kyo aur kisliye bana rahe hai
sabko atche se fill karde phir save karde ab aapka paypal account ban chukka hai paise kamane ke liye aur apne bank me paise transfer karne ke liye

ALSO READ>

online paise kamane ke liye website kaise banate hai
apne mobile me 200 se jyada daily kaise kamaye
youtube ki special tricks jo aap nahi jante
Apne mobile ka number use kiye bina whatsapp kaise chalaye
agar aapke computer ka windows expire ho chuka hai aap yaha click kariye
agar aap apne computer ke ram ko bina kisi softwere ke jyada karna sikhea
agar aap apna computer fast karna chahte hai to yaha click kare


to dosto mere khyal se aapka paypal account banker tayar ho chukka hoga agar aapko kahi pe bhi dikkat aati hai to aap hame comment karke puch sakte hai aur bhi aise hi tricks pane ke liye aap hamare site ko subscribe jarur kare like bhi kare

Available link for download

Read more »

Wednesday, April 12, 2017

Sabhi Sim card Ki Ussd Code Ki Jankari Hindi Me

Sabhi Sim card Ki Ussd Code Ki Jankari Hindi Me


    Sabhi Sim card Ki Ussd Code Ki Jankari Hindi Me


hello dosto aaj mai aapko ussd codes ki jankri leker aaya hu jo kabhi na kabhi aapko jarurat pad sakti hai USSD Code ka matlab ye hota hai unstructured Supplementary Service Data aur waise bhi aap sabko ye to malum hi hoga ki ussd code ka kya use hota hai


duniya me alag alag mobile hai aur jo sim card hota hai unki kuch alag hi codes hoti hai
jo sayad hi puri company ke codes ko janta hoga aur aapko ye btane ki koi jarurat nahi ki ussd code ki madad se hum balance number offer ye check karte hai apne mobile me to chaliye to dekhte hai USSD Code Ki list


Kon Si Sim Card Ussd Code Ki List Hai Yaha par

Yaha par maine Airtel aircel idea reliance tata DoCoMo uninor Vodafone Videocon ye jo maine Yaha par naam dale hai unke ussd code maine Yaha par de rakhe hai
agar aap chahe to mere dwara diye gaye ussd code ko apne mobile ya laptop me save karle taki jub jarurat ho to us code ko use kar sake 

Airtel Ussd Code Ki List :

Airtel me bahut sare aise code hai lekin mai Yaha par jya jaruri wali
code ko Yaha par dal raha hu ussd code ki madad se hum balance net
pack reacharge number inki Jankari aap aasani se apne mobile me paa
sakte hai



airtel-ussd-codes





Aircel Ussd Codes ki List :


ye jo aircel ka ussd code maine diya hai uski madad se aap
apne mobile me apna number balance sms ki Jankari aur
offer check kar sakte hai jiski aapko jarurat ho wo code
aap apne mobile me use kare


aircel-ussd-codes





Bsnl Ussd Codes Ki List

bsnl code ki madad se bhi aap apne mobile me sub kuch
check kar sakte hai jis code ki aapki jarurat hai us code ko
aap use kare



bsnl-ussd-codes-list



Idea Ussd Codes

Idea ke mobile me bhi aap is code ka use kar sakte hai
aapko jis code ki jarurat hai us code ko aap use kare




idea-ussd-code-list




Reliance Ussd Codes Ki List :

reliance ki ussd code me bhi aap aasani se apne mobile me
subkuch jaan sakte hai jiski aapko jarurat ho wo code aap use
kare



ussd-code-for-reliance



Tata docomo Ussd Code Ki List:

Tata DOCOMO code ki madad se aap apne mobile balance recharge
offer sms-and internet ki Jankari aap aasani se apne mobile
me paa sakte hai jis code ki jarurat ho aap use kare


TATA-DOCOMO-USSD-CODES






to dosto ummid karta hu ye post aapko pasand aaya hoga aise hi tricks ki Jankari pane ke liye aap hamari site ko visit jarur kare aur agar aapka koi bhi swawal ho to aap mujhe puch sakte hai nice comment box me

Available link for download

Read more »

Sunday, March 12, 2017

Mp3 Song Me Apna Photo Kaise Lagaye Puri Jankari

Mp3 Song Me Apna Photo Kaise Lagaye Puri Jankari


Mp3 Song Me Apna Photo Kaise Lagaye Puri Jankari


Hello Dosto Aaj Ka mera post unke ke liye hai jo apna photo ko mp3 me add karna Chahte hai dosto mai Yaha par internet computer mobile se related post hi share karta hu lekin bahut sare dosto ke mere pass WhatsApp ya mere site par comment aaya ki koi aisa tricks bataeye ki mp3 me apna photo kaise add kare ya lagate hai to dosto aap dhyan se read kare mai step by step btata hu mp3 song me photo kaise lagaye


mp3-song-me-apna-photo-kaise-lagaye

Apna Photo Mp3 Song Me Kaise Lagaye



Dosto agar aap mp3 me apna photo lagana Chahte hai to sabse pehle aapko ek chota sa app download karna hoga aapke computer ya laptop me uske bad aap is softwere ko apne computer ya laptop me install karle

Download karne ke liye Yaha click kare


Step 1: Ab aap is softwere ko open kare phir jis song me aap apna photo lagana Chahte hai us song ko select karle

Step 2: agar aap chahe to is softwere ki madad se aap song me sab kuch edit kar sakte hai example me jaise Title Artist Album Year ye sub kuch aap change kar sakte hai

Step 3: Photo add karne ke liye aapko Extended Tag Par Click Karna Hai ab aapke samne ke popup window open hoga jisme aap Add Cover Par click kare image select karna hai aap screenshot me dekh sakte hai

mp3-songs-me-photo-kaise-add-kare

Step 4: image select karne ke bad aap usper Ok Press karke apne song par apna image laga sakte hai


Note: Ab aap check bhi kar sakte hai ki aapka image song par laga hai ya nahi aur agar kahi bhi aapko dikkat aaraha hai to aap hame comment karke puch sakte hai


Ye Post Bhi Jarur Badhe:

Computer Ki AUR JYADA TRICKS KI JANKARI KE LIYE YAHA CLICK KARE

Android Mobile ki tricks ki jankari ke liye yaha click kare

Apne mobile me free recharge tricks pane ke liye yaha click kare

Online internet ki jankari pane ke liye yaha click kare


To dosto mujhe ummid hai ye post aapko jarur pasand aaya hoga agar ye post aapko pasand aaya hai to aap is post ko jarur share kare aur mere site ko join karke facebook page jarur like kare

Available link for download

Read more »