Saturday, May 6, 2017

post ko google search me jaldi kaise laye

post ko google search me jaldi kaise laye


post ko index karke google-bing search me jaldi laye


hello dosto aaj hum ye janenge ki apne post ko index karke google search me jaldi kaise laye aaplog ko ye pata hi honga ki hum jo post ko publish karte hai lekin search engines post ko jaldi index nahi karta hai aur 2-4 din le leta hai lekin mai aaj aisa post dal raha hu ki jisse aap padhke google search engine par apna post ko bahut jaldi laa sakte hai

post-ko-google-me-jaldi-kaise-laye


aapke post ko search me lane ke liye google 3-4 din ka samay le leta hai lekin aaj mai aapko jaldi lane ke bare ma batatu hu ki post ko search me lane ke liye hame post ka jo link hota hai use hum google me submit karte hai aaea jante hai kaise

google me post ko jaldi index kaise kare

google me post ke link ko submit hum bahut aasani se kar sakte hai submit karne ke liye aapke site ko google search console me submit hona chahiye 
aur aapke site ka sitemap bhi submit hona chahiye agar aapne ye pehle hi submit kar diya hai to aapko sirf link ko submit karna baki hai

link ko google me kaise submit kare step ko follow kare

step 1: link ko google me submit karne ke liye aapko google search console par janna hoga
            uske bad aap login karle

step 2: ab aap apni site par click kare uske bad aapko search console ke dashboard me jaker crawl par click kare uske bad fatch as google par click karna hai





STEP 4: ab jo page khulega usme aapko apne post ka link ko submit karna hai aapke post ka link is prakar hota hai-


agar aapka blog wordpress par hai to

http://newefuture.blogspot.in/html-sitemap-page-blogger-wordpress-ke-liye/

agar aapka blog blogger par hai to

http://newefuture.blogspot.in/2016/01/blogger-sitemap-kaise-add-kare-search.htmlhttp://newefuture.blogspot.in/2016/01/computer-me-windows-ko-free-me-activate.html

pehle mai aapko bata du ki aap jub link ko add karenge to aapko http://newefuture.blogspot.in/ ye apne site ka url hata kar aap aise submit kare 2016/01/blogger-sitemap-kaise-add-kare-search.html

aisa isliye karte hai kyoki website pehle se submit ho chukka hota hai






step 5:
url dall le jis post ko jaldi index karna hai
            uske bad aapko fetch ki buttom par click akrna hai

ab ek popup window open hoga




isme aapko crawl only this url select karke go ki buttom par click kare

ab aapka post submit ho chukka hoga aap google par search karke cheak karle

IMPORTANT SUB> aapko 1 mahina me sirf 500 post ko index kar sakte hai mere anusar ye thik value hota hai

to dosto ye post aapko kaisa laga comment me jarur bataye agar koi dikkat aarahi hai to hame comment kare

Available link for download