Friday, June 2, 2017

Apne Blog Par Songs Softwere File Kaise Upload Kare

Apne Blog Par Songs Softwere File Kaise Upload Kare


Blogger  Par Songs Softwere File Kaise Upload Kare


Dosto agar aap apne blog ko songs download karne wali website bnana Chahte hai to mai aaj aapko isi bare me batane wala hu mai bahut dino se blogging kar raha tha but iski Jankari nahi tha ki hum apne blog ya website par bhi softwere,games,video,mp3,document,file,koi bhi data aap upload kar sakte hai mere khyal se aap ye soch rahe honge ki blogger ko hum songs download karne wali website me convert nahi kar sakte hai to aap galat soch rahe dosto aap logo ko ye to maum hi hoga ki blogger google ki hi free platform hai aur aapne google drive ka naam to suna hi hoga online hame space dene wala to aap apne blog par bhi songs video upload karke apne blog ki traffic ya kuch bhi kar sakte hai dosto agar aap google drive ke bare me nahi jante to mai uske bare me bhi thoda bata deta hu



Google Drive Kya Hai Aur Is Par Kya Hota Hai


Google ke naam se hi lagta hai ki ye bhi google ki hi service hai aur isme drive ke naam se lagta hai ki hdd space matlab naam se hi saaf dikhae padta hai ki google drive online space hota hai jo ek dam free hota hai agar aap Chahte hai ki google drive ki madad se apne blog ko songs download karne wali website me convert karna Chahte hai to aap mere post ko dhyan se padhe google drive me aapko 15 gb online space milta hai jisme aap kuch bhi upload karke apne blog par use apne aunsa set kar sakte hai agar aap apne computer ya laptop me google drive download karna Chahte hai to https://drive.google.com/ Yaha se jaker kar sakte hai

Ab aap jab ise download karlenge tab aap ise install karke open kare uske bad aap apni gmail id se login ho jaye ab aapko 3 bar next ka option dega aap use karle phir aapko done par click karna hai jab aap ye setting complete kar lenge to aapke computer ya pc me ek google drive ka folder automatic hi ban jayega ab aap is google drive folder jo chij dalenge to wo aapke google drive ke cloud par automatic chala jata hai


Google Drive Par Kisi Bhi File Ko Kaise Upload Kare



Step 1: sabse pehle aap apne google drive me login ho jaye uske bad aapke samne google drive page open hoga


Step 2: ab aap new file ko click karke apna file upload par click kare

APNE-BLOG-PAR-SONG-KAISE-ADD-KARE



Step 3: Ab aap file document ya mp3 ko upload karna Chahte hai usko select kare aur upload par click karde

CHOSE-UPLOAD-TO-FILE


Step 4: jab aap file ya songs upload ho jayega tab aap usper right click kare phir aapko us link copy karna hai

LINK-COPY-KARE


Step 5: ab aapko is link ko apne blog me add karna padega agar aap kisi softwere ko upload kiye hai to aap apne blog me us softwere aur uske naam dekar aap add link me is link ko dalker link tital me download ka naam de sakte hai

Dosto ab aap ye jaan chuke honge ki hum apne blog par song video softwere kaise upload karte hai aapko maine puri Jankari di hua hai phir aapko kahi pe samajh nahi aaye to aap mujhse comment karke puch sakte hai

dosto mujhe ummid aapko ye Jankari atchi lagi hogi aap mere is post par ek atcha commet karke mera help kar sakte hai aur aap is site ke facebook page ko jarur like kare thanks

Available link for download