Monday, June 5, 2017
Live Cricket Score Ko Apne Blog Par Kaise Dekhe
Live Cricket Score Ko Apne Blog Par Kaise Dekhe
Live Cricket Score Ko Apne Blog Par Kaise Dekhe
Hello dosto Aaj mai aap logo ke liye cricket live score ka ek aisa widget lekar aaya hu jiski madad se aap apne blog ya site par cricket live score ko apne blog ya site par hi dekh sakte hai live cricket score ko apne blog par add karne se aapki traffic bhi badh sakti hai aur itna hi nahi traffic ke stha sath aapke site ya blog ko kitne aadmi pehchan jayege phir wapas jarur aayege aapke site par cricket live socre se aapko bahut fyada milne wala hai agar aap apne blog par clicket live score ko dekhna Chahte hai to aap mere step ko follow kare
Live Cricket Ko Apne Blog Ya Website Par Kaise Add Kare
Step 1: sabse pehle aapko niche jo box me code hai usko copy karle
Step 2: ab code copy karne ke bad aapko apne blog par login karna hai uske bad aap apne blog ke dashboard me jaker
Step 3: layout par click kare ab aap jaha bhi live cricket ko dikhana Chahte hai apne blog me waha par Aad A Gadget par click karke Html Java Script par click karke us box me is code ko paste karde tital me cricket live score bhi de sakte hai ya khali bhi rehnede
Ab aap jaan chuke honge ki apne blog ya website par live cricket score gadget kaise add karte hai to dosto aaj ka ye mera post sabse chota post hai aise tricks ki Jankari ke liye aap mere site ko visit jarur karte rahe mai ek dum leatest tricks update karta rehta hu
Ye Post Bhi Jarur Padhe:
Computer Ki Tricks Ki Jankari Ke Liye Yaha Click Kare
Android Mobile Ki TRICKS kI jankari ke liye yaha click kare
Mobile Recharge tricks ki jankari ke liye yaha click kare
Blogging ki tricks ki jankari ke liye yaha click kare
Computer Ya Mobile Funny tricks KI jankari ke liye yaha clic kare
to dosto ye cricket live score ki Jankari aapko kaisa laga aap hame comment karke bata sakte hai aur aap mere facebook page ko like karna naa bhule aur site subscribe jarur kare
Available link for download