Monday, March 27, 2017
Blogger Me Powered By Blogger Ko Kaise Hataye
Blogger Me Powered By Blogger Ko Kaise Hataye
Blogger Me Powered By Blogger Ko Kaise Hataye
Hii dosto aaj mai bataunga ki blog se powered by blogger ko kaise hataye apne blog se
pehle hum ye jan le ki apne blog se powered by blogger ko kyo hataya jata hai powered by blogger ko hatane se aap apne blog ka look atcha dikha sakte hai hai aur aapka blog ekdum ek website ki tarah dikhe gi aur hamare viewer ko dikhne me bhi atchi lagti hai to chaliye start kare
Step.1 pehle apne blogger.com jaye aur login kare uske bad dashboard me jaye
step.2.uske bad aap layout me jaye uske bad attribution name ka widget hai waha edit ka option hai waha click kare
step.3 yaha click karne par ek naya page khulega usme aapko dikhe ki ki dusre blog me dikhta hai remove ka option locked hota hai use unlock kaise kare aage jane
step.4: unlock karne ke liye sabse pehle apne blogger dashboard me jaye fir template par click kare uske bad edithtml par click kare uske bad template editor khul jayega
step.5. uske bad jump to widget par click kare uske bad attribution1 par click kare click karete hi attribution code aapke samne aajeyga code aisa hi ayega isme aapko dikhaya hai true ki gajah false likhna hai jaisa maine false likha hai step.6. false likhne ke bad save template ki buttom par click karde ab aapka remove ka option jo locked thi wo ab unloked ho gayi hai hai ab aapko layout me jana hai uske bad phir attribution ke edit buttom par click kare
Step.1.blogger dashboard me jaye uske bad template par click kare uske bad customige par click kare uske bad
1.advance par click karo
2.ab uske bad scroll down karke add css ki buttom par click kare
3.ab jo add custom css ka jo box khule ga usme aapko ye code ko copy kare #attribution1{display:none;} ye jo code aapne copy kiya hai usko css box me dalke
apply to blog par click kar de ab aap dekho ge ki powered by blogger aapke blog se hide ho chukka hai
Available link for download