Monday, March 27, 2017

Computer Se Memory Aur Pendrive Me Fast Data Transfer Kaise Kare

Computer Se Memory Aur Pendrive Me Fast Data Transfer Kaise Kare


Computer Se Memory Aur Pendrive Me Fast Data Transfer Kaise Kare

extreme-copy-se-fast-data-transfer-kare

Computer Se fast Data Transfer Kaise Kare



hello dosto dosto aaj mai aapko ye batane wala hu ki hum apne computer aur laptop se
fast data transfer kaise karte hai ek softwere ki madad se jiska name hai extreme copy
aaj mai isi ke bare me batane wala hu

Extreme Copy Kya Kya Kar Sakta Hai

extreme copy walo ne windows aur iso dono ke liye softwere bnaya hua hai agar aap windows use karte hai ya iso aap dono ke liye waha chun sakte hai isse hum logo ko fyada ye hoga

Extreme Copy Download Karne Ke Liye Yaha Click Kare

1: Fast Data Transfer

2:Scratch Cd Se Bhi Copy Data Copy Kar Sakte Hai

3: Ye Aapke Computer Par Badhiya Chalega


agar aapne badhiya computer hi liya hai ya laptop aap usme fast speed se computer se memory me data transfer nahi kar sakte hai aaj ke jamane me softwere ki me itna new new chije sikhne ko mil rahi hai ki aap apne computer ko fast ya slow kuch bhi kar sakte hai
isliye mai aapse ye kehna chahta hu ki agar aapke computer me koi problem aati hai aap hamari site par aaker comment me puch skate hai mujhe aapki help karne me bahut khusi hogi aur aise tricks sikhne ke liye aap hamare site par aaker visit kar sakte hai kyoki aisi tricks mai daily share karta hu aur agar aap apne imel par aisa tricks pana chahte hai to aap hamare site site ko subscribe aur like kar sakte hai


Computer Ki Kuch Special Ttricks

Ye Post Bhi Padhe:

computer me folder ko lock kaise karte hai data chupane ke liye

apne computer ki speed fast kaise karte hai

agar aapke computer ka ram 2gb ya isse se hai to aap ram badha sakte hai bina kisi app ke

agar aapka memory computer me dalne par format nahi ho raha hai to aap command use karke format kar sakte hai janiye kaise

agar aapke computer ka jo windows expired ho chuka hai to aap phir se activate kar sakte hai ek app ki madad se

agar aap apne video ko quality ko khoye bina uska size kam karna chahte hai to janiye kaise aap 1gb ki file ko 15 mb me kar sakte hai quality par koi dikkat nahi aayegi

agar aapko mera tricks pasand aaya to aap mere site ko join kar sakte hai aur Facebook page like kare


Available link for download