Tuesday, March 7, 2017

Pc Me Shareit Kaise Download Kare

Pc Me Shareit Kaise Download Kare


Pc Me Shareit Kaise Download Kare

hello dosto aaj mai aapko ye batane wala hu ki hum apne computer pc me shareit kaise download kare mai aapko Yaha par shareit download karne ke liye kuch shareit versons
ke link de raha hu aap apne computer ya pc me shareit download karke use kar sakte hai



pc-me-shareit-kaise-download-kare


Shareit Laptop Me Kaise Chalega Ya Nahi

dosto agar aap chahte hai ki laptop (pc) me shareit download karke direct mobile me ya computer me data transfer karna chahte hai aap aasani se kar sakte hai mai aapko niche kuch versons ke link de raha hu waha se aap shareit computer ke liye aap download karle


Download Shareit For Pc Versons



Windows Xp Ke Liye Shareit Yaha Se Download Kare

Windows 7 Ke Liye Yaha Se Download Kare

Windows 8 Ke Liye Shareit Yaha Se Download Kare

Windows 8.1 Pro Ke Liye Shareit Yaha Se Download Kare

Windows 10 Ke Liye Shareit Yaha Se Download Kare

Dosto Ye Jo Upper Maine Shareit Ke Links Diye Hai Aap Apne Pc Ke Liye Download Karle

Computer (Pc) Me Shareit Kaise Use Kare


dosto agar aap pehli bar computer me shareit download kiye hai aur agar aapko pata nahi hai ki computer me shareit kaise use kare to aapko chinta ki koi bat mai aapko Yaha par step by step bata raha hu ki laptop ya computer me shareit kaise use karte hai aap mere step ko follow kare



Step 1: sabse pehle aap apne computer me shareit download karne ke bad install karle phir shareit ko open kare apne pc ya computer me uske bad aapke samne kuch is parka ka image dikhega

aapko jo red colour ka mark dikh raha hai wo next ka buttom aapko usper 5 bar click karna hai


Step 2: agar aapko apna file send karna hai to to aap send ke option par click kare uske bad aapko Browse par click karke apna file select karna hai phir aapko niche next ka option dikhega usper click karke aap apna file transfer kar sakte hai


Note: agar aap file send karne ke bad jis mobile ya laptop me shareit ko open karke receive ki buttom par click kare

step 3: dosto agar aapko kisi file ko shareit ke madhyadm se apne pc me file lena chahte hai to aapko shareit open karne ke bad aapko receive ki buttom par click karna hai uske bad aap aap kisi file ko apne computer me receive kar sakte hai

Kya Shareit Jaisa Koi Aur Bhi Softwere Hai Computer Ke Liye

dosto shareit jaisa net par bahut sare aise softwere hai jo aapki file ko send ya receive kar sakte hai magar usme shareit sabse best hai kyoki ye bahut aasan aur badhiya hai aur isme fast data transfer hota hai aaj ke jamane me laghbhag sare aadmi ke pass android mobile hai aur sayad hi aisa aadmi hoga jo apne android mobile me shareit nahi rakha hoga isliye mai shareit ko Yaha se aap download karle


Ye Post Bhi Jarur Padhe:

Computer Ki Tricks Sikhne Ke Liye Yaha Click Kare
Android Mobile Ki Tricks Sikhne Ke Liye Yaha Click Kare

Recharge Tricks Ki Jankari Ke Liye Yaha Click Kare

to dosto mai ummid karta hu ki ye post aapko jarur pasand aaya hoga to dosto aap mere facebook page ko like jarur kare aur site ko subscribe jarur kare taki aage ki tricks ki Jankari aapko imel par mile


Available link for download