Tuesday, June 27, 2017
Android Apps Kaise Banaye Janiye Hindi Me
Android Apps Kaise Banaye Janiye Hindi Me
Android Apps Kaise Banaye Janiye Hindi Me
Hello friends aaj mai aapko ek bahut atcha article batane jaa raha hu jiski madad se aap online ek website ki madad se aap apna khud ka android apps bana sakte hai mai aapko yaha aaj website blog ke liye android app kaise banate hai wo batane wala hu agar aap online android aap banana chahte hai to aap mujhe step-by-step follow kare
Apne Site Ke Liye Apps Banane Ke Fayde
sabse pehle mai aapko ye bata deta hu ki android apps aapke site ka hoto aapke visitor ise download karke kuch sikh sakte hai
aap logo ko ye malum hi hoga ki aaj kal sabse jyada android apps market me aaraha hai iska matlab ye hua ki kuch dino bad sab logo ke pass smart phone (Android phone) ho jayega isliye agar aapka apna site ya blog hai to aapko iski jarurat pad sakti hai
Android Apps Se Paise Kama Sakte Hai Kya
mai aapko ye bhi bata deta hu agar agar aap chahe to khud ka android apps banaker paisa bhi kama sakte hai jaise aap apne site me ads laga ke kamate hai waise hi aap apne apps me ads lagaker paise kama sakte hai aur iski jankari mai aapko aage batane wala hu
Android App Kaise Banate Hai Online
Step 1: sabse pehle aapko is site ko open karna hai www.appsgeyser.com aap apne browser me type karke search kare
Isko open karne ke bad create now par click kare
Step 2: Ab aapke samne jo page open hoga usme aapko apne apps ka category ko select karne ko puchega ki aap apna apps kis liye banana chahte hai Example: website-browser-massanger news etc.
Step 3: agar aap apna apss website ke liye banana chahte hai to aap WEBSITE par click kare
Step 4: ab jo page khule ga isme aapko apne site ka url dalna hai
uske bad aapko NEXT ki buttom par click karne hai
Step 5: Ab aapse apne apps ka naam dalne ko bolega usme aap apne apps ka name dale
yaha par aap apne site ka tital bhi rakh sakte hai
uske bad aapko NEXT ki buttom par click karna hai
Step 6: Ab aapko ye kahega ki aap apne app ka description dale aapko yaha par apne apps ke bare me dalna hai ki aapka apps kis bare me hai
phir aapko NEXT ki buttom par click karna hai
Step 7: ab last me create app ki buttom par click karde
Ab aapka apps ban chukka hai ab agar aap ise download ya publish karna chahte hai to sabse pehle aapko Sign Up Karna hoga chaliye jante hai kaise
Step 8: Sign Up form bharne ke bad aapko Sign Up par click karna hoga
Apne App Ko Publish Kaise Karte Hai
agar aap apne app ko apne site me lagana chahte hai to Dashboard me publish par click kare
uske bad niche ek box me html code hoga usko copy karle uske bad aapko us code ko apne site me lagane ke liye layout me jaye uske bad aapko jaha bhi apne app ko dikhana chahte waha Add a gadget par click kare uske bad aapko HTML JAVA SCRIPT par click kare uske bad jo box open hoga usme niche us code ko paste karde aur uper tital me jo dalna chahte hai wo dalde
Agar Aap Computer Se Related Tricks Pana Chahte Hai To Yaha Click Kare
Android Mobile Se Related Tricks Ke Liye Yaha Click Kare
Internet Se Related Tricks Ke Liye Yaha Click Kare
agar aapko kahi bhi dikkat aaraha hai to aap mujhe comment karke puch sakte hai agar aapko ye mera post atcha laga to aap hamare site ko jarur like subscribe kare
Available link for download