Wednesday, June 28, 2017

Blogger Par Free Website Ya Blog Kaise Banaye

Blogger Par Free Website Ya Blog Kaise Banaye


Blogger Par Free Website Ya Blog Kaise Banaye


Hello dosto free me website bnana koi muskil kaam nahi aaj internet par hajaro website
free ke hi hai aap bhi apna blog website bnake google par apni post ya image kuch bhi
dall sakte hai ye website aap google par hi bnane wale hai blogger.com par ye google ki
free service website blog bnane ke liye agar aap apna blog google par bnana Chahte hai to
aap is post ko padh ke apna blog google par bana sakte hai

Google Par Apna Website Kaise Banaye

website banane se aapko fyada ye hai ki aaplog online paise kama sakte hai apne website par ads dikhakar ads ka matlab apne website par prachar dikha kar ads dikhane ke bare mai aapko aage post me dalunga lekin aaj mai aapko blogger.com free me website banana bataunga
Blogger Par Website YA bLOG kAise Bnaye

Blogger.Com Kya Hai Aur Ispar Website-Blog Kaise Banaye

blogger.com google ki free service hai jisper hum free me website bana sakte hai free matlab aapko iske badle kuch dena nahi hoga aap apne gmail id se hi isper website bana sakte hai

Blogger.Com Par Website Banane Ke Liye Kin Chijo Ki Jarurat Padti Hai

aapko bus gmail id chahiye aur computer

waise to aap apne website mobile se bhi bana sakte hai lekin thodi kahi kahi aapko dikkat aasakti hai lekin aap try kar sakte hai to chaliye website banana start kare aap mere step ko follow kare


step 1: sabse pehle aapko is site par jana hoga www.blogger.com

step 2: ab aapse login karne ko puche ga aap gmail id se login kare




step 3: ab website banane ke liye new blog ki buttom par click karna hai





step 4: ab naya page open hoga isme aapko apne blog ka tital de aur apne blog ka url de kya dalna chahte hai chaliye atche se bata deta hu

1 tital: yaha par apne site ka name dale aap jo bhi chahe lekin dusre sites ka copy na kare

2 address yaha par aap apne site ka url address dale jaise example.blogspot.com aise ek bat mai aapko ye bata du ki blogger apni taraf se blogspot.com dega matlab aap jo bhi address daloge uske aage blogspot lag jayega ye free hai isliye agar aap bad me isko paise dekar hata sakte hai mai aapko aage batata hu




3 template: ab niche aapko apne website ke liye template select karna hai ye aapke site ka theme hota hai ki aapka website kaise dikhe aap apne pasand se select karle

4:  ab subkuch clear ho jane ke bad aap create blog par click kare

ab aapka naya website-blog ban chuka hai ab aapke samne jo window khulega usko hum dashboard menu kehte hai

to dosto ab aap sub ye janchuke hai ki website kaise banta hai agar koi dikkat aati hai to hame comment me puch sakte hai mai aapki help jarur karunga

READ MORE>

Wordpress par website kaise banaye

agar aapka mobile slow hai aur hang karta hai to aap is post ko padhe

apne mobile ka number use kiye bina whatsapp chalaye

to dosto ab aapka website ban chukka hai to aap hame comment kare aur subscribe like jarur kare

Available link for download