Sunday, April 30, 2017

Android Mobile Me Recycle Bin Gadget Kaise Add Kare

Android Mobile Me Recycle Bin Gadget Kaise Add Kare


Android Mobile Me Recycle Bin Gadget Kaise Add Kare



hello dosto aap ne ye dekha hoga ki jab hum kisi computer se file ya data ko delete kar dete hai tab wo recycle bin gadget me chala jata hai recycle bin ek aisa gadget hota hai jo deleted file ko apne pass rakh leta hai waise me agar aapke pass android mobile hai aur usme aap recycle bin gadget ko lagana Chahte hai to ye post aapke liye hi hai agar aapke important file ya data kabhi kabhi galti se delete ho jata hai to aap is tenson se mukti paa sakte hai kyoki mai aapko ek aisa softwere denge jiski madad se aap bhi apne android mobile me recycle bin option bhi hoga aur aap galti se delete ho jane ki darr se mukti paa
sakte hai

RECYCLE-BIN-FEATURE-KAISE-ADD-KARE

Android Me Recycle Bin Feature Gadget Kaise Add Kare


Dosto agar aap apne mobile me recycle bin add karne ke liye aapko playstore se ek app download karna padega us aap ko agar aap download karna Chahte hai to aap Yaha se bhi kar sakte hai uske bad aap us app ko apne android device me is app ko install kare Download karne ke liye yaha click kare Is APP ka naam hai Dumpster App ye app playstore me Free me uplabdh hai mai aapko ab step by step bata deta hu aap mujhe follow kare

Android Device Me Dumpster App Ki Madad Se Recycle Bin Gadget Kaise Add Kare

Step 1: Sabse pehle aap Yaha playstore se Dumpster aap download kare Yaha se Bhi Download Kare



Step 2: download karne ke badd aap us app ko install karke aap us app ko open kare

Step 3: ab aap us app ki terms and condition ki service ko accept karna padta hai aap accept karle

Step 4: Ab wo app aapke samne open ho jayega aur aapse puchega ki aap kis kis file ko delete hone ke bad recycle bin me lana Chahte hai app wo select karle mere andaz se aap all hi select karle uske bad aap next ki buttom par click karna hai

Step 5: ab aapke mobile se koi bhi data delete hoga to data is app me aajayega aap Yaha se restore par click karne ke bad wo data wapas aapke memory ya phone memory me chala jayega aapko bus Restore kI Buttom par click karna hota hai

Ye Post Bhi Padhe:

Computer se related tricks ki jankari ke liye yaha click kare

Android se related tricks ki jankari ke liye yaha click kare

Mobile me recharge tricks ki jankari pane ke liye yaha click kare

Blogging se related tricks ki jankari pane ke liye yaha click kare

To dosto mujhe ummid hai ye post aapko jarur atcha laga hoga aap is post ko share karke mera bhi help kar sakte hai aap is tricks ki link ko apne dosto ke pass jarur share kare aur is site ke facebook page ko like aur site ko join karna naa bhule thanks

Available link for download