Monday, April 10, 2017
Blog Me Post Box Kaise Add Kare
Blog Me Post Box Kaise Add Kare
Blog Me Post Box Kaise Add Kare
hello dosto post me text box add karne ke liye aapko ek widget code ko html post me dalna hota hai aap kahi kahi dusre site par dekha hoga kisi code ko copy karne ke liye us code ko us site owner ek box me rakha hota hai agar aap widget box ko apne blog ya site me add karna Chahte hai to aap mere post ko dhyan se padhe aur text box ko apne blog ya website me add kare
Blog Post Me Code Box Kya Hai
dosto post me box add karna bahut aasan hai aap ye soch rahe honge
ki Yaha par mai aapko text box lagane ke bare me bata raha hu text
box lagane ke liya aapko paint ya photoshop jaisa box nahi liya jata
hai mouse box par click kiye aur post me box khinch diye nahi aisa nahi
hota agar aap kisi post me box add karna Chahte hai to aapko ek code hota
jise hum post ke html section me laga kar ex box bnate hai phir usi code me
aap apna text ya jo dalna Chahte hai wo dal sakte hai to dosto aapko bata deta
hu ki kaise add kare step by step mujhe aap follow bhi kar sakte hai
How To Add Widget Box In Blog Post Editor
1: Ye Pehle wala simple box hai jisko aap chote code isme dal sakte hai
2: ye jo box Hai use hum scroll box kehte hai jo hai ek dum simple lekin
isme aap apna widget code ya bada word is box me use kar sakte hai
Ab aap ye tino box ka code maine diya hua hai aap chahe to us code ko
copy karke apne mobile ya laptop me add kar sakte hai post likhte samay
jab kisi box ki jarurat pade to aap us code ke madhyam se box laga sake
Ab mai aapko ye bata deta hu ki hum post html me is code ko kaise add kare
maine 3 box ka code uske upper dal diye hai aap use copy kar sakte hai
Post Html Me Post Text Box Kaise Add Kare
Step 1: code ko copy karle uske bad aap jis post me box dalna Chahte hai usme
html par click kare
Step 2: Html par click karne ke bad aap jaha text box lagana Chahte hai waha aap
DIV ke samne is code ko paste karde
Step 3: uske bad aap phir Compose Par Click Karke apne post editor me
wapas aa aasakte hai
Step 4: ab aap jis widget code ko apne box me dalker publish karna Chahte
hai dalke aap post kar sakte hai
Hello dosto ab aap ye jaan chuke honge ki apne blog ya website me text box
kaise add karte hai agar aapko mera post pasand aaya hai to aap is post ko
share karke mera bhi help kar sakte hai
Ye Post Bhi Padhe:
Computer se related tricks ki jankari pane ke liye aap yaha click kare
android mobile ki tricks ki jankari pane ke liye yaha click kare
Mobile me recharge tricks ki jankari pane ke liye yaha click kare
Blogging se related tricks ki jankari pane ke liye yaha click kare
mujhe bahut khusi hogi aur mere site ko subscribe karna na bhule agar is post
me aapko kuch atcha laga to aap mere site par aana na bhule thanks
Available link for download